Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, March 29, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1125* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1125* ❗

✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam  ne Jung e Uhad ke moqe par kuch teerandaz Sahaba ko unche muqam par bheja tha aur farmaya tha ki agar tum ye dekh lo 

ki parinde hum par tut padhe hain phir bhi apni jagah se mat hatna jab tak main khud na tumhe bulauu

Sawal  :  Wo total kitne Sahaba they jinko us waqt us unche muqam par bheja gaya tha ?

A. 7
B. 70
C. 700
D. 50
E. 100
F. 313
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1125* ❗

On the day of Uhud RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam appointed some sahaba who were archers and instructed to them that Stick to your place, and don't leave it even if you see birds snatching us, till I call you

Sawal  :  How many sahaba were appointed for that place ?

A. 7
B. 70
C. 700
D. 50
E. 100
F. 313
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


💐✅ Sahi Jawab G 💐
----
51=50 + 1 (Abdullah bin Jubair Radi Allahu Anhu) 
----
RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne Jung e Uhad ke mouqe per teerandazon ke 50 aadmiyo ka Afsar Abdullah bin Jubair Radi Allahu Anhu ko banaya tha. Aap Sallallahu alaihi wasallam ne unhein takeed kar dee thi ke agar tum yeh bhi dekhlo ke Parinde hum per toot padhe hain, phir bhi apni jagah se mat hatna, jab tak main tum logon ko kehla na bhejoo. 
Is tarah agar tum yeh dekho ke Kuffar  ko hamne shikast de di aur unhein pamaal kar diya hai phir bhi yahan se us waqt tak na hatna jab tak main tumhein khud bula na bhejoo.
Sahih Bukhari 3039

💐✅ *Answer G* 💐
----
51=50 + 1 (Abdullah bin Jubair Radi Allahu Anhu) 
----
RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam Appointed `Abdullah bin Jubair as the commander of the infantry men (archers) who were fifty on the day (of the battle) of Uhud. He instructed them, "Stick to your place, and don't leave it even if you see birds snatching us, till I send for you and if you see that we have defeated the infidels and made them flee, even then you should not leave your place till I send for you.
Sahih Bukhari, Book 52, 276


No comments:

Post a Comment