Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, March 28, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1124* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1124* ❗

*Pahle sawal ke jawab ek se zyada hai*

*Waise to har Neik kaam musalman ke liye sadqa hota hai magar kuch aamal aise hain jinka zikr hadith mein khas taur se aaya hai*

*Sawal 1 : Inmein se wo aamal kaun kaun se hain jo ek musalman ke liye sadqa hote hain aur jinka zikr hadith mein bhi hai?*

A. Jo Wo khud khata hai
B. Jo wo Apni biwi ko khilata hai
C. Jo wo Apni aulad ko khilata hai
D. Allahu Akbar kahna
E. Kis ko buri baat se rokna
F. Jo Ghulam ko khilata hai
G. Ramazan ke roze rakhna
H. Rabbi Zidni ilman


*Sawal 2 : Allah subhanahu ki taraf se muslamano ko diya gaya sadqa kaunsa hai ?*
 
A. Qayamat ke din Rabb ka deedar  
B. Maal e ganimat
C. Safar mein roze na rakhna
D. Juma ki namaz
E. Ramadhan ka mahina
F. Paanch Farz Namazein
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1124* ❗

*First Question has more than one answer*

*In generel every good deeds is charity for a believer but there are some specific deeds which is mentioned in hadith that those deeds are charity for believers*

*Sawal 1 : What are those deeds which become charity for believers and mentioned in hadith too*

A. He feeds himself
B. He feeds to his wife
C. He feeds to his child
D. Saying Allahu Akbar
E. Forbidding of that which is evil
F. He feeds to his servant 
G. Keeping fast of Ramadan
H. Rabbi Zidni ilman


*Sawal 2 :  Which charity has been done by Allah, for the believers?*
 
A. The seeing of Allah on the day of Qayamah
B. War booty (Maal e ganimah)
C. Not keeping fast during journey
D. Friday Prayers
E. The month of Ramadan
F. The daily five times prayers
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman

šŸ’✅Sahih Jawab : ABCDEF / GšŸ’✅*
--------
✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya Har tasbeeh (SubhanAllah kahna) sadqa hai aur har takbir (Allahu Akbar kahna) sadqa hai aur har tahmeed (Alhamdulillah kahna) sadqa hai aur har tahleel (La ilaha illallah kahna) sadqa hai 
aur har achchi baat sikhana sadqa hai aur har buri baat se rokna sadqa hai 
Sahih Muslim, Jild 3, 2329 

✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya jo tum tum khud khate ho wo sadqa mein shumar hota hai, jo tum apni aulad ko khilate ho wo bhi tumhare liye sadqa hai, jo tum apni biwi ko khilate ho wo bhi sadqa hai aur jo tum apne gulam ko khilate ho wo bhi tumhare liye sadqa hai
Al-Adab Al-Mufrad 82-(Imam Bukhari)-Sahih

✦ Yaala bin umayya Radi Allahu Anhu ne kaha ki maine hazrat umar radi Allahu anhu se pucha ki Allah Subhanahu ne farmaya hai ki "agar tumhe khauff ho ki kafir tumhe satayenge aur tum namaz qasar kar do (yani kam rakat padho) to isme koi harj nahi -Surah Nisa (4), 101" magar ab to log aman mein ho gaye hain (yani ab qasar padhne ki kya jarurat hai) to Umar radi Allahu anhu ne kaha ki mujhe bhi ye tajjub hua tha jaisa tumko tajjub hua to maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se is baat ko pucha to Aapne farmaya ki ye Allah subhanahu ki taraf se tumhe sadqa diya gaya hai to uska sadqa qubul karo (yani bina khauff ke bhi safar mein Qasar namaz padha karo)
Sahih Muslim Jild 2, 1573


šŸ’✅Answer : ABCDEF / GšŸ’✅*
----------
✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said What you feed yourself is sadaqa for you. What you feed your child is sadaqa for you. What you feed your wife is sadaqa is for you. What you feed your servant is sadaqa for you."
Al-Adab Al-Mufrad 82-(Imam Bukhari)-Sahih

✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said Every Takbir (saying Allah-u-Akbar) is a sadaqa, and every praise of His (saying Al-Hamdu Lillah) is a Sadaqa and every declaration that He is One (La illha ill-Allah) is a sadaqa, and enjoining of good is a sadaqa, 
and forbidding of that which is evil is a Sadaqa
Sahih Muslim, Book 5, 2198

✦ Yaala bin Umayya said I told Umar bin Khattab Radi Allahu that Allah had said You may shorten the prayer only if you fear that those who are unbelievers may afflict you (Al Quran 4:101), whereas the people are now safe. He replied: I wondered about it in the same way as you wonder about it, so I asked the Messenger of Allah ļ·ŗ about it and he ļ·ŗ said: It is an act of charity which Allah has done to you, so accept His charity. (so shorten the prayers when travelling)
Sahih Muslim,Book 4, Hadith 1461

No comments:

Post a Comment