Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 11, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1110* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1110* ❗

*Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass ek cheez layee gayee jiski khasiyat ko dekh kar Sahaba tajjub karne lage
to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Ek sahabi ka naam lekar farmaya ki jannat mein unke pass jo........ hai wo is se bhi behtar hai*

*Sawal 1 : Jannat mein us sahabi ki kaunsi cheez ka zikr yaha kiya gaya hai ?*

A. Musk ki khushbu
B. Motiyo ka Ghar
C. Baag (Garden)
D. Arbi Ghoda
E. Mewe (Fruits)
F. Reshmi Libas
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa

*Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Abu Bakr Siddiq Radi Allahu Anhu
B. Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu
C. Jafar ibn Abu talib Radi Allahu Anhu
D. Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu
E. Saad bin Muadh Radi Allahu Anhu
F. Bilal Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1110* ❗

*Once a thing was present to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam, after seeing of it , sahaba started admiring it, then Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mentioned a sahabi's name and said "in paradise ...........of him are better than it"*

*Sawal 1 : What is better in paradise belong to that sahabi ?*

A. Fragrence of musk
B. A House of pearl
C. Garden
D. Arbi Horse
E. Fruits
F. Cloth 
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)

*Sawal 2 : Who was that sahabi  ?*

A. Abu Bakr Siddiq Radi Allahu Anhu
B. Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu
C. Jafar ibn Abu talib Radi Allahu Anhu
D. Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu
E. Saad bin Muadh Radi Allahu Anhu
F. Bilal Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa



✅ *Sahih Jawab GE* 💐
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas ek Reshmi Jubba (kapda) aaya to Sahaba usko choone lage aur uski narmi aur nazakat par ta'jjub karne lage, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne us par farmaya tumhein iski narmi par ta'jjub hai, 
Saad bin Muadh Radi Allahu Anhu ke Rumaal (Jannat mein) is se kahin behtar hain aur Naram hain.
Sahih Bukhari - 3802

✅ *Answer GE* 💐
-----
A silken cloth was given as a present to the Prophet (ﷺ) . His companions started touching it and admiring its softness. The Prophet (ﷺ) said, "Are you admiring its softness? The handkerchiefs of Saad bin Muadh (in Paradise) are better and softer than it."
Sahih Bukhari, Book 58, 146

No comments:

Post a Comment