Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 18, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1116*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1116*❗

*Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne ek baar teen aamalo ka zikr kiya aur farmaya ki agar tum mein se koi ye na kar sake to ye azkar ko kasrat se padhe*

*Pahle sawal mein jawab ek se zyada hai*

*Sawal 1 : Wo teen aamal kaun kaun se they ?*

A. Roza rakhna
B. Nikah karna
C. Tahajjud padhna
D. Maal kharch karna
E. Baitullah ka Hajj karna
F. Jihad karna
G. Yateem ki kifalat karna
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2 : Wo Azkar kaunsa tha ?*

A. Allahu Allahu Rabbi la ushrika Bishi Shayya
B. La Hawla wa La Quwwata illa Billah
C. Alhamdulillahi kathira
D. SubhanAllahi wa bihamdihi 
E. SubhanAllah Walhamdulillah Wa la ilaha illAllahu WallahuAkbar
F. La ilaha illAllah
G. Astagfar
H. Rabbi Zidni ilman



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1116*❗

*Once Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam mentined three good deeds and said if anybody is not able to do than he should read this azkar as much as he can*

*First quiz has more than one answer*

*Sawal 1 : What was those three good deeds ?*

A. Pray Tahajjud
B. Spending money in Allah's way
C. Fasting
D. Get Married
E. Performing Hajj
F. Fighting in the way of Allah
G. Look after an Orphan
H. Rabbi Zidni ilman
( Oh Allah increase my knowledge)

*Sawal 2 : Whats was that Azkar ?*

A. Allahu Allahu Rabbi la ushrika Bishi Shayya
B. La Hawla wa La Quwwata illa Billah
C. Alhamdulillahi kathira
D. SubhanAllahi wa bihamdihi 
E. SubhanAllah Walhamdulillah Wa la ilaha illAllah WallahuAkbar
F. Astagfar
G. La ilaha illAllah
H. Rabbi Zidni ilman

Sahi Jawab CDF / E
--------
Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Beshak Allah Subahnahu tumhare darmiyaan tumhare Akhlaaq ko usi tarah taqseem kiya hai jis tarah ke tumhare darmiyaan rizq ki taqseem ki hai. Aur beshak Allah Subhanahu jis se Muhabbat karta hai usey bhi aur jis se Muhabbat nahi karta usey bhi duniya ata kar deta hai, magar Deen sirf use hi deta hai jis se Allah Muhabbat karta hai, tum mein se agar kisi par Tahajjud ki Namaaz padhna bhari ho, ya wo (Allah ki raah mein) Maal kharch karne me Bakheel ho ya wo dushman se Jihaad karne me buzdil ho to SubhanAllah Walhamdulillah Wa la ilaha illAllahu WallahuAkbar zyada se zyada padhe
Al Adab Al Mufrad (Bukhari) 16-Sahih
Al Bahiqi-(Shuab Al Iman) 599-Sahih

Sahi Jawab CDF / E
------
Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam said Allah Almighty shared out your character between you as He divided your provision between you. Allah Almighty bestows wealth on those He loves and those He does not love. He only gives faith to those He loves. Whoever is stingy about spending his wealth and fears to fight the enemy and its difficult to Praying the night (tahajjud) should repeat frequently. 'There is no god but Allah. Glory be to Allah. Praise be to Allah, and Allah is greater."
Al Adab Al Mufrad (Bukhari) Book 1, 16-Sahih
Al Bahiqi-(Shuab Al Iman) 599-Sahih

No comments:

Post a Comment