Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 735*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 735*❗ 

*Teesre sawal mein jawab ek se ziyada hain* 

*Sawal 1 : RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kitne umrah kiye ?* 

*Sawal 2 : RasoolAllah  Sallallahu Alaihi Wasallam ne kitne Hajj kiye ?* 

A.
B.
C.
D.
E.
F. 6  
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

*Sawal  3 : RasoolAllah  Sallallahu Alaihi Wasallam ne kaun kaun se mahine mein umarah kiye they ?* 
A. Safar 
B. Rabiul Awwal 
C. Rajab 
D. Shaban 
E. Ramzan 
F. Zul-Qada 
G. Zul-Hijja 
H. Sahi jawab ka intezar hai 
___________________________________ 

❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗ 

*Third question has more than one answer* 

*Quiz 1 : How many Umrah did RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam perform ?* 

*Quiz 2 : How many Hajj did RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam perform ?* 

A.
B.
C.
D.
E.
F. 6  
G. None of the above 
H. I want to know 


*Quiz 3 : In which months RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam perform his umrah ?* 

A. Safar 
B. Rabiul Awwal 
C. Rajab 
D. Shaban 
E. Ramzan 
F. Zul-Qada 
G. Zul-Hijja 
H. I want to know 


✅ *Sahi Jawab  DA FG* 💐 
-------------- 
✦ Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar 
(4) Umra kiye aur tamam umre Dhul Qaida ke mahine mein kiye siwaye us Umre ke jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hajj ke saath kiya  
1. Hudaibiya ka Umra bhi Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Dhul Qaida ke mahine mein karne tashreef le gaye 
2. Phir dusre saal (iss ki qaza) mein Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Dhul Qaida mein umra kiya aur 
3. Ek umra Jirana se Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne kiya tha jaha Gazwe Hunain ki ganimat Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne taqseem ki thi ye bhi Dhul Qaida mein kiya tha  
4. Aur ek umra hajj ke sath kiya ( jo Dhul hajj mein kiya tha) 
Saih Bukhari, Jild 5, 4148 
____________________________________ 

✅ Answer *DA FG* 💐 
---------- 
Narrated Anas Radi Allahu Anhu Allah's Messenger (ﷺ) performed four Umras, all in the month of Dhul-Qa'da, except the one which he performed with his Hajj (i.e. in Dhul-Hijja).  
1. He performed one Umra from Al-Hudaibiya in Dhul- Qa'da,  
2. another Umra in the following year in Dhul Qa'da  
3. A third from Al-Jirana where he distributed the war booty of Hunain, in Dhul Qa'da,  
4. And the fourth Umra he performed was with his Hajj. Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 469 

No comments:

Post a Comment