Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 722❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 722❗ 


*Sawal  : Wo kaun shaksh hai jo Qayamat ke din Firaun aur Qarun ke saath hoga  ?* 

A. Maal hote huye bhi hajj na karne wala 
B. Zakat Ada nahi karne wala 
C. Pabandi se namaz nahi padhne wala 
D. Ramzan ke roze nahi rakhne wala 
E. Qata talluq karne wala 
F. Waldein ka nafarman 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 
___________________________________ 

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

*Quiz : On the Day of Judgement who will be with the Firaun and Qarun ?* 

A. Those rich who dont perform hajj  
B. Those rich who dont give charity 
C. Those who does not guard his prayers 
D. Those who dont fast in Ramadhan 
E. Thos who cut relations 
F. Those who disobey thier parents 
G. None of the above 
H. I want to know 

 ✅ *Sahi Jawab C* 💐 
 ----------- 
Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat Hain Ek din Rasool-Allah Sallallahu Alahai 
Wasallam ne Namaz Ka Zikr Karte huye farmaya Jo Shaks iss ki pabandi karega to ye 
(Namaz) Uske liye Qayamat ke din roshni ,dalil aur Nijat Ka sabab ban jaegi aur Jo Shaks Namaz ki pabandi Nahi karega to wo Uske liye roshni, dalil aur Nijat Ka sabab Nahi banegi aur wo shaksh Qayamat ke din Qarun Firaun Haman aur Ubay ibn khalaf ke sath hoga 
Masnad Ahmed, Jild 3,2073-Sahih 
_________________________________ 

 ✅ *Answer C* 💐 
 ----------- 
Abdullah ibn Amr Radi Allahu Anhu reported one day Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam mention prayer and he said, Whoever guards his prayers will have light and clarity and salvation on the Day of Resurrection. Whoever does not guard his prayers will not have light nor clarity nor salvation, and on the Day of Judgement he will be with Qarun and Pharaoh and Haman and Ubay ibn Khalaf. 
Masnad Ahmed, 6398-Sahih 

No comments:

Post a Comment