Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 726❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 726❗ 

*Sawal : Sukara kisko kaha gaya hai Quran hadith ki roshni mein jawab dijiye ?* 

A. Qayamat 
B. Dozakh 
C. Dozakh ka azab 
D. Qayamat ka azab 
E. Aalam e Burzakh 
F. Rooh 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai 
_____________________________ 
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

*Quiz : What is Sukara , Reply in the light of Quran and  Hadith ?* 

A. Qayamah 
B. The Hell 
C. Punishment of the hell 
D. Punishment of the Qayamah 
E. The life of Grave 
F. Spirit (Rooh) 
G. None of the above
H. I want to know 


 *Bismillahirrahmanirrahim* 

✅  *Sahi Jawab G* 💐 
----------- 
Sukara yani nashe ki halat ...Allah subhanahu ne Quran mein farmaya  

Ya Ayyuhal ladhina Aamanoo La Taqarabus-Salat Wa Antum Sukara 
Eh Imaan walo  jab tum nashe ki halat mein ho to namaz ke kareeb bhi na jao 
------------
 *Full Aayat* 
------------ 
Bismilahirrahmanirrahim 
---------- 
Eh Imana walo  jab tum nashe ki halat mein ho to namaz ke kareeb bhi na jao jab tak ki jo munh se kah rahe usko samajhne na lag jao aur janabat ki halat mein bhi ( namaz ke qareeb na jao) jab tak ki gusal na kar lo Agar halat e safar raste chale jaa rahe ho aur pani na milne ke sabab gusal na kar sako to Tayammum Kar ke namaz padh lo aur agar tum beemar ho safar mai ho ya tum mai se koi bait ul khala se aaya ho ya tum aurtoh se hambistar huye ho aur tumhein Pani na mile to paak Mitti lo aur muh aur hathoh par masah Kar ke Tayammum Kar lo beshaq Allah Subhanahu maaf karne wala aur bakashne wala hai 
------------ 
An-Nisaa, Chapter #4, Verse #43 

 *Bismilahirrahmanirrahim* 

✅  *Answer G* 💐 
----------- 
Sukara  means  drunken state...Allah subhanahu says in Quran 

Ya Ayyuhal ladhina Aamanoo La Taqarabus-Salat Wa Antum Sukara 
O you who believe! Approach not As-Salat (the prayer) when you are in a drunken state 
----- 
O you who believe! Approach not As-Salat (the prayer) when you are in a drunken state until you know (the meaning) of what you utter, nor when you are in a state of Janaba ,(i.e. in a state of sexual impurity and have not yet taken a bath) except when travelling on the road (without enough water, or just passing through a mosque), till you wash your whole body. And if you are ill, or on a journey, or one of you comes after answering the call of nature, or you have been in contact with women (by sexual relations) and you find no water, perform Tayammum with clean earth and rub therewith your faces and hands (Tayammum) . Truly, Allah is Ever Oft-Pardoning, Oft-Forgiving. 
------------ 
Al Quran An-Nisaa, Chapter #4, Verse #43 

No comments:

Post a Comment