❗Only-Quran-Hadith Quiz 728❗
*Dono sawalo ke jawab ek se zyada hai, Sahi hadith ki roshni mein jawab is tarah dijiye ABC / CDE*
*Sawal 1 : Inmein se kaun kaun se Aamal ghar se nikalte waqt karne chahiye ?*
*Sawal 2 : Inmein se kaun kaun se Aamal ghar mein dakhil hote waqt ya dakhil hokar karne chahiye?*
A. Aayat Al kursi padhna
B. Do rakat namaz padhna
C. Miswak karna
D. Bismillah padhna
E. Bismillahi tawakkaltu Alallahi la hawla wa la Quwwata illa billah padhna
F. Wudhu karna
G. Astagfar padhna
H. Sahi Jawab ka intezar hai
_____________________________________
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Answers are more than one for both quiz, Reply in the light of Authentic Hadith liks this
Example ABC / CDE*
*Quiz 1 : Which deeds a person should do while exit from home ?*
*Quiz 2 : Which deeds a perosn should do while enter or after enter in home ?*
A. Recite Aayat Al Kursi
B. Praying two rakah
C. Using Miswak (sewak)
D. Saying Bismillah
E. Saying Bismillahi tawakkaltu Alallahi la hawla wa la Quwwata illa billah
F. Performing Wudhu
G. Saying Astagfar
H. I want to know
✅ *Sahi Jawab BE / BCD* 💐
---------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab tum apne ghar se niklo to do rakat (Namaz) padh lo ye do rakat tumehin taklif se bachayegi aur jab tum apne ghar mein dakhil ho to do rakat (Namaz) padh lo ye do rakat tumehin (ghar mein burayee) ya taklif se bachayegi
Al-Silsila Sahiha -2033
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab aadmi apne ghar mein jata hai aur ghar mein dakhil hote waqt aur khate waqt Allah Subhanahu ka naam leta hai (yani Bismillah padhta hai) to shaitan kahta hai yaha na tumhare rahne ka thikana hai aur na khane ka.
Sahih Muslim, Jild 5, 5262
✦ Aisha Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab ghar
mein tashreef late to (Salam ke baad) sabse pahle Miswak kiya karte
Sahih Muslim, Vol 1, 591
_________________________________
✅ *Answer : BE / BCD* 💐
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said When you leave your house, perform two Rak‘ahs and this will safeguard you against evils. When you return home, perform another two Rakahs and this will safeguard you against evils.
Al-Silsila Sahiha -2033
✦ Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying: When a person enters his house and mentions the name of Allah (says Bismillah) at the time of entering it and while eating the food, Satan says (addressing himself: You have no place to spend the night and no evening meal
Sahih Muslim, Book 23, 5006
✦ Aisha Radi allahu anha reported: Whenever Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam entered his house, (After salam) he used tooth-stick (miswak) first of all.
Sahih Muslim, Book 2, #489
------------------

No comments:
Post a Comment