Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 720❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 720❗ 

*Sawal 1 : Kaunse Nabee ka ye Mojaza tha ki unki Qaum jo bhi kha kar aati wo unhe bata dete they ?* 

*Sawal 2 : Kaunse Nabee ka ye mojaza tha ki wo mitti ke parindo mein phnuk maar kar zinda kar dete they ?* 

A. Musa Alaihi Salam 
B. Isa Alaihi Salam 
C. Adam Alaihi Salam 
D. Yahya Alaihi Salam 
E. Ibrahim Alaihi Salam 
F. Sulaiman Alaihi Salam 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai 
_______________________________ 

❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

*Quiz 1 : Which Prophet has this miracle that he used to inform the people what they eat ?* 

*Quiz 2 : Which Prophet has this miracle that he used to make the live bird from the clay ?* 

A. Musa Alaihi Salam 
B. Isa Alaihi Salam 
C. Adam Alaihi Salam 
D. Yahya Alaihi Salam 
E. Ibrahim Alaihi Salam 
F. Sulaiman Alaihi Salam 
G. None of the above 
H. I want to know 

-----------  
Sahi Jawab BB 
-----------  
Al Quran : Aur Eesa Alaihi Salam Bani Israeel ki taraf Nabee (hokar jayenge aur kahenge) mein tumare RABB ki tarf se Nishani le Kar Aaya hu wo ye Hain ke tumare samne Mitti ki Murat ki shakel Ka parinda banata hu phir iss mein phunk Marta Hu toh wo Allah Subhanahu Ke hukm se (Sach much) jaandar ho jata Hain aur Andhey aur kodhi (abras) ko tandurast kar deta hu aur Allah Subhanahu Ke hukm se murde Mai Jaan Dal deta Hu aur Jo kuch tum kha Kar aate ho aur Jo Apne gharo mein jama Kar rakhte ho Sab tumko bata deta hu agar tum Imaan wale ho toh inn batoh Mai tumare liye (Allah Subhanahu Ke Qudrat ki) Nishaniya Hain 
Surah Aal-e-Imran (3), 49 
-----------  
And will make him [('Îsa (Jesus)] a Messenger to the Children of Israel (saying): "I have come to you with a sign from your Lord, that I design for you out of clay, a figure like that of a bird, and breathe into it, and it becomes a bird by Allah's Leave; and I heal him who was born blind, and the leper, and I bring the dead to life by Allah's Leave. And I inform you of what you eat, and what you store in your houses. Surely, therein is a sign for you, if you 
believe. 
Surah Aal-e-Imran (3), 49 

----

No comments:

Post a Comment