Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 734* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 734* ❗ 

*Sawal 1 : RasoolAllah Sallallhu alaihi wasallam Aisha Radi Allahu anha ko kabhi kabhi pyar se kaunse naam se pukara karte they ?* 

A. Aaish  
B. Ashu 
C. Umm Tayyab 
D. Umm Tahir 
E. Jameela 
F. Tharid 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawba ka intezar hai 

*Sawal 2 : RasoolAllah Sallallhu alaihi wasallam ne kaunsi Ummul Momeenin (biwi) ka naam badal kar dusra naam rakh diya  tha ?* 

A. Safiyyah Radi Allahu Anha 
B. Umm habiba Radi Allahu Anha 
C. Juwairiyah Radi Allahu Anha 
D. Zainab Radi Allahu Anha 
E. Umm Salmah Radi Allahu Anha 
F. Hafsha Radi Allahu Anha 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawba ka intezar hai 
_______________________________ 

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗ 

*Second Quiz has more than one answer* 

*Sawal 1 : What pet name RasoolAllah Sallallhu alaihi wasallam sometime use for  Aisha radi Allahu Anha  ?* 

A. Aaish  
B. Ashu 
C. Umm Tayyab 
D. Umm Tahir 
E. Jameela 
F. Tharid 
G. None of the above 
H. I want to know 

*Sawal 2 : RasoolAllah Sallallhu alaihi wasallam changed the name for one of his wife , who was she ?* 

A. Safiyyah Radi Allahu Anha 
B. Umm habiba Radi Allahu Anha 
C. Juweriyah Radi Allahu Anha 
D. Zainab Radi Allahu Anha 
E. Umm Salmah Radi Allahu Anha 
F. Hafsha Radi Allahu Anha 
G. None of the above 
H. I want to know 


✅ *Sahi Jawab  A CD* 💐 
------------- 
Aisha Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam  ne farmaya Ya Aaish , ye Jibril Alaihi salam hain aur tumhe salam kahte hain, maine kaha un par bhi salam aur Allah subhanahu ki rahmat ho, Aayesha Radi Allahu Anha ne kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam wo cheezein bhi dekhte they jinhe hum nahi dekh sakte they. Sahih Bukhari, 3768 

Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai Sayyeda Juwairiyah Radi Allahu Anha ka naam 
Barrah ( Radi Allahu Anha) tha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne tabdil Kar ke Juwairiyah (Radi Allahu Anha) rakha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam napasand kerte thay ke ye kaha jaye Aap Sallallahu Alaihi Wasallam barrah ke paas se nikle. 

Tashreeh : Barrah ka matlab hota hai Neki aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko ye pasand nahi thi ki koi ye kahe Aap neki ke pass se nikal gaye 
Al Silsila As Sahiha , 1969 

Ummul Momeenin Zainab radi Allahu Anha ka naam barrah tha , kaha jaane laga ki wo apni pakai zahir karti hain to Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam  ne unka naam Zainab rakh diya 
Sahih Bukhari, 6192 

✅ *Answer A CD* 💐 
------------- 
Aisha Radi Allahu Anhu said, Once Allah's Messenger (ﷺ) said (to me), O Aaish ! This is Gabriel greeting you.' I said, 'Peace and Allah's Mercy and Blessings be on him, you see what I don't see' " She was addressing Allah 's Apostle. 
Sahih Bukhari,  Book 57, 112 

Explanation :In this hadith, the Messenger of Allah Sallallhu alaihi wasallam called Aisha (Aaish) without the last "a", and this is in Arabic is called Tarkeeb or Tarkheem (apocope) that you remove the last "a" of the woman name (the majority of women names in Arabic has a last "a"), and that is done to make it like a pet name. 

Narrated Abbas Radi Allahu Anhu that the privious name of Juwairiyah Radi Allahu Anha was Barrah ,  then Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam changed her name from barrah to Juweriyah radi Allahu Anha because he does not like that somebody say Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam has just passed by (or left) the Barrah (Good deeds). 

Explanation : Barrah Means the good deeds and Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam does not like that somebody say  Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam has just passed by (or left) the good deed.  
Al Silsila As Sahiha , 1969 

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anha Zainab's original name was "Barrah," but it was said' "By that she is giving herself the prestige of piety." So the Prophet (ﷺ) changed her name to Zainab (Radi Allahu Anha) Sahih Bukhari,  Book 73, Hadith 212 
------------

No comments:

Post a Comment