Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 727❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 727❗ 

*Jawab ek se zyada hai* 

*Sawal : Wo kaun log honge jinko dozakh mein jaane ke baad bhi waha se nikal liya jayega ?* 

A. Jisne Allah subhanahu ko ek din bhi yaad kiya hoga 
B. Jisne ek din bhi roza rakha hoga 
C. Jisne la ilaha illah kaha aur dil mein gehu ke dane ke barabar hi iman hoga 
D. Jisne la ilaha illah kaha aur dil mein zarry ke barabar hi iman hoga 
E. Jo hamesha kisi musalman bhai ki madad mein rahta hoga 
F. Jo logo ko neki ki dawat deta rahta ho G. Jisne apni aulad mein insaf kiya hoga 
H. Sahi jawab ka intezar hai 
________________________________ 
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

*Answers are more than one* 

*Quiz : Who will be taken out from the hell Fire among below ?* 

A. whoever remembered Allah one day 
B. Whoever fast one day even 
C. Who said La ilaha illal-lah, and has in his heart faith equal to the weight of a wheat grain 
D. Who said  La ilaha illal-lah,'and has in his heart faith equal to the weight of an atom  
E. Whever spend his time to help believers 
F. Whoever call people towards good 
G. whoever made justice between their sons and daughter  
H. I want to know 


 ✅ *Sahi jawab ACD* 💐 
------------ 
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu kahega Ussay Jahannam se nikal lo jisne Ek din bhi mujhe yaad kiya ho ya ek maqam par bhi mujhse dara ho 
Jamia Tirimizi, Jild 2, 487-Hasan 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya dozakh se woh log nikaal liye jayenge jinhone (duniya mein ) La ilaha illAllah kaha hoga aur unke dil mein ek jau ke barabar bhi imaan hoga phir woh log bhi nikaal liye jayenge jinhone La ilaha illAllah kaha hoga aur unke dil mein gehun ke dane ke barabar bhi imaan hoga. phir woh bhi nikaal liye jayege jinhon ne 
La ilaha illAllah kaha ho ga aur un ke dil mein zarre ke barabar bhi imaan ho ga Sahih Bukhari, Jild 8, 7410 
_________________________ 

*✅Answers  ACD💐* 
------------ 
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Allah Subhanahu will say: 'Remove from the Fire whoever remembered Me one day, or feared Me while in a state of sinning. Jamia Tirimizi, Book 13, 2594-Hasan 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:  There will come out of Hell (Fire) everyone who says: 'La ilaha illal-lah,' and has in his heart faith equal to the weight of a barley grain. Then there will come out of Hell (Fire) everyone who says: ' La ilaha illal-lah,' and has in his heart faith equal to the weight of a wheat grain. Then there will come out of Hell (Fire) everyone who says: 'La ilaha illal-lah,' and has in his heart faith equal to the weight of an atom (or a smallest ant). 
Sahih Bukhari, Book 93, Hadith 507 

No comments:

Post a Comment