Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 730*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 730*❗ 

*Sawal 1 : Sharab haram ho jane ke baad bhi kuch musalmano ne Hazrat Umar Radi Allahu Anhu ke daur e khilafat mein sharab pee li thi jismein kuch sahabi bhi they to Umar radi allahu anhu ne unke liye kya faisla sunaya ?* 

A. Unko 3 din ke liye shahar se nikal diya gaya 
B. Unko 40 chamde ke kode maare gaye  
C. Unko naseehat karke chorh diya gaya 
D. Un sabko 4000 dirham harjana dena padha 
E. Un sabse 2 din ke liye baat band kar di gayee 
F. Unhe Do khajur ke tano se 40 kode maare gaye 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

*Sawal 2 : Wo kaunse sahabi they jinhone unki shikayat Hazrat Umar Radi allahu anhu se ki thi ?* 

J. Uthman Radi Allahu Anhu 
K. Ali Radi Allahu Anhu 
L. Khalid Bin walid Radi Allahu Anhu 
M. Abu Talha Radi Allahu Anhu 
N. Abu Zindal Radi Allahu Anhu 
O. Abu Ubaidah Radi Allahu Anhu 
P. Inmein se koi nahi 
Q. Sahi jawab ka intezar hai 
____________________________________ 

❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

*Quiz 1 : In the khilafah of Hazrat Umra radi Allahu anhu , some belivers drank wine , among them few were sahabi (compannion) , that time what judgement Hazrat umar gave against them ?* 

A. They were sent out of the city for 3 days 
B. They were punished by forty lashes of leather 
C. They were released after given some instruction  
D. They had to pay 4000 dirhams fine 
E. they were boycott for 2 days 
F. They were punished by 40 lashes of date palm 
G. None of the above 
H. I want to know 

*Quiz 2 : Who complained to Umar radi allahu anhu about that sahaba ?* 
  
J. Uthman Radi Allahu Anhu 
K. Ali Radi Allahu Anhu 
L. Khalid Bin walid Radi Allahu Anhu 
M. Abu Talha Radi Allahu Anhu 
N. Abu Zindal Radi Allahu Anhu 
O. Abu Ubaidah Radi Allahu Anhu 
P. None of the above 
Q. I want to know 


✅ *Sahi Jawab GO* 💐 
------------- 
Abu Ubaydah Radi Allahu Anhu ne hazrat Umar Radi Allahu Anhu ko khat likha kuch muslmao ne sharab pee hai jin mein Zarar aur Abu Jandal bhi hain hamne unse kaha kya tu unhone uski taweel ki aur kaha hame ikhtiyar diya gaya hai to hamne ussay ikhtiyar kiya kyu ke Allah Subhanahu ne farmaya  
 *فهَلْ أنتُم ُّ منتهُونَ*
kya tum baaz aane wale ho ? ( 5:91)  

Hazrat Umar ne ye tehreer farmayee hamare aur unke darmiyan faisla kun hai iss ka matlab ye hai ke tum sharab peene se baaz aa jao  iss par musalman jama huye aur unhone ye faisla kiya ke inhein Assi (80) kode mare jaye aur jo koi ss qism ki taweel karen aur munkar ho to usay qatl kar diya jaye  

Us mamle mein hazrat Umar ne Hazrat Abu Ubaidha ko ye khat bheja innhein assi (80) kode maare jaye Hazrat Ubaydha ne innhein bula bheja aur unse logo ke samne pucha to unhone kaha sharab haram hai iss par unmein se har ek ko assi (80) kode mare gayee aur apne israr par bahut gamnak huye Aap ne unse kaha Eh Ahle Shaam tumare mulk mein bahut bada hadsa namudar hoga aur uske baad Qahat (sukha) nazil ho gaya 
*Tarikh At tabri , Jild 3 , Page 108 * 
*Hazrat Umar Radi Allahu Anhu ki Khilafat* 
__________________________________ 

✅ *Answer GO* 💐 
---------------- 
Abu 'Ubaydah Radi Allahu Anhu wrote to 'Umar  Radi Allahu Anhu ,Several Muslims have taken to-drinking wine . Among them are Zirar and Abu Jandal Radi Allahu Anhuma. We asked them about this, but they justified their act with a dictum, saying, "We have been given the choice, and so we have chosen." Then someone said to us, " 
(Do you not remember the verse) 
  *فهَلْ أنتُم ُّ منتهُونَ*
'Will you refrain'? (5:91) 
But that man did not forbid us to drink wine in so many words." Then 'Umar wrote to Abu'Ubaydah, "This matter is purely between them and me. The Qur'anic expression 'Will you refrain?' means nothing but 'Stop that practice."' Then he assembled the people and they all agreed that those who had drunk wine should be given eighty lashes for it, and that they would be held accountable for a 'transgression. They also agreed that all those who adduced the same dictum to justify their wine drinking should be dealt with in the same manner. If anyone objected, he was to be killed. 

'Umar wrote to Abu 'Ubaydah, "Summon all of them. If they claim that wine drinking is permissible, have them killed, and if they claim that it is forbidden, have them flogged with eighty stripes." So Abu 'Ubaydah sent for them and interrogated them in front of all the people. "It is forbidden," they answered. Thereupon he ordered that each one of them be given eighty lashes. So the people who had sinned against this prohibition were to be punished and they repented of their pigheadedness. Then 'Umar said, "People of Syria, may something unexpected occur among you!" whereupon the Drought broke out. 
*Tarikh At Tabri, Vol 13, Page 173* 
-------------------  

No comments:

Post a Comment