Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 20, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 731*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 731*❗ 

*Sawal 1: Sidrat Al-Munataha ke sabse qareeb kaunsi jannat hai ?* 

A. Jannat Al-Adn 
B. Jannat Al Mueen 
C. jannat Al-Firdaus 
D. Jannat Al Naeem 
E. jannat Al Tajri 
F. Jannat Al Mawa 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

*Sawal 2 : Inmein se kaunse  darwaze ko jannat ka Azeem (bada)  darwaza kaha gaya hai ?* 

A. Baab Ar rayyan 
B. Baab Al hajj 
C. Baab Al Jihad 
D. Baab As Sadqa 
E. Baab Al Zikr 
F. Baab Al-Iman 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 
__________________________________ 

❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗ 

*Quiz 1 : Which paradise is nearest to Sidrat Al-Munataha ?* 

A. Jannat Al-Adn 
B. Jannat Al Mueen 
C. jannat Al-Firdaus 
D. Jannat Al Naeem 
E. jannat Al Tajri 
F. Jannat Al Mawa 
G. None of the above 
H. I want to know 

*Quiz 2 : which is the Azeem  (big) door of the paradise ?* 

A. Baab Ar rayyan 
B. Baab Al hajj 
C. Baab Al Jihad 
D. Baab As Sadqa 
E. Baab Al Zikr 
F. Baab Al-Iman 
G. None of the above 
H. I want to know 


✅ *Sahi Jawab FC* 💐 
------------ 
Al Quran : Aur unhone (Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne) unko pahle bhi ek baar dekha hai , 
Sidrat Al-Munataha ke pass, Jiske kareeb Jannat Al Mawa hai. 
Surah An-Najm (53) ,Verse 13-15 

Hadith : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ke raste mein dur aur qareeb ke logo (dushmano) se jihad karo Allah ke raste mein kisi malamat karne wale ki malamat ki parwah na karo, safar mein Allah ke hudud qayam karo , Allah ke raste mein jihad karo kyu ke jihad jannat ke darwazoh mein se azeem darwaza hai iss ke wajah se Allah gam aur pareshani se nijat deta hai 
Al-Silsila-As-Sahiha -1738 
______________________ 

✅ *Answer FC* 💐 
---------------- 
Al Quran : And indeed he (Prophet Sallallahu Alaihi wasallam ) saw him at another time.  Near Sidrat-ul-Muntaha (a lote-tree of the utmost boundary over the seventh heaven beyond which none can pass).  Near it is the Jannat Al-Mawa 
Surah An-Najm (53) ,Verse 13-15 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said fight with the people (enemy) for the sake of Allah who are near or distant, and dont care about any blame in the way of Allah and set up the limit of Allah during journey , Do jihad (fight) in the way of Allah because the Jihad (fighting) is the big (Adheem) door of paradise by which Allah subahnahu removes the distress and troubles. Al-Silsila-As-Sahiha -1738 

No comments:

Post a Comment