❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1305* ❗
Jawab ek se zyada hai
Sawal : Koi insan kisi mayyat ke saath jaye aur usko gusal aur kafan dekar uske aibo ko chupa de aur uski Namaz e Janaza ada kare aur uski Qabr khod kar usko dafna bhi kar de to usko kya kya sawab milega ?
A. Usko 2 pahado ke barabar Sawab milega
B. Usko Jannat ka libas pahnaya jayega
C. Uski Qabr mein Noor ki roshni hogi
D. Uski Maghfirat kar di jati hai
E. Usko itna sawab hoga jaise ki usne kisi hajatmand ko ghar banakar rahne ko diya
F. Us par Jannat wajib ho jayegi
G. Usko Qayamat ke din Al-Kauther se gusl diya jayega
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1305* ❗
Answers are more than one
Quiz : If somebody goes with funerel, washed a dead person,give keep his faults secret, attend his funerel prayer, dig his grave and bury him than what rewards he will get ?
A. He will get rewards equal to two Mountains
B. He will be given Silk cloth of the paradise
C. He will get light in his grave
D. He will be forgiven
E. He will get rewards as he has made a house for a needy
F. The Paradise will be obligatory for him
G. He will be given bath with Al Kauther
H. O Allah increase my knowledge
*💐✅ Sahi Jawab : ABDE💐✅*
----------
قَالَ رَسُوْلُ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم مَنْ غَسَّلَ مَيِّتًا فَكَتَمَ عَلَيْهِ غُفِرَ لَهُ أَرْبَعِينَ مَرَّةً، وَمَنْ كَفَّنَ مَيِّتًا كَسَاهُ اللَّهُ مِنَ السُّنْدُسِ، وَإِسْتَبْرَقِ الْجَنَّةِ، وَمَنْ حَفَرَ لِمَيِّتٍ قَبْرًا فَأَجَنَّهُ فِيهِ أُجْرِيَ لَهُ مِنَ الْأَجْرِ كَأَجْرِ مَسْكَنٍ أُسْكِنَهُ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ
https://islamweb.net/ar/library/index.php?page=bookcontents&flag=1&bk_no=74&ID=1268
----
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shakhs Mayyat ko Gusal de aur uske Aibo ko chupaye uski 40 baar maghfirat kar di jati hai, aur jo kisi Mayyat ko kafan pahnaye Allah Subhanahu usko Jannat ka reshmi libas pahnayega aur jo shaksh Mayyat ke liye Qabr khode aur usko dafnaye to Allah subhanahu usko Qayamat tak us shakhs ke barabar sawab dega jisne makan bana kar kisi (Hajat mand) ko usme thahraya ho
Mustadrak Ala Sahihain (Al Hakim) 1340-Sahih
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo koi (musalman) Imaan rakh kar aur sawab ki niyat se kisi musalman ke Janaze ke saath jaye aur namaz aur dafan ke pura hone tak uske saath rahe to wo 2 Qirat sawab lekar lautega aur har Qirat itna bada hoga jitna uhad ka pahad aur jo shaksh janaze par namaz Parh kar dafan se pahle laut jaye to wo 1 Qirat sawab lekar lautega.
Sahih Bukhari, Jild 1, Hadith 47
*💐✅ Answer : ABDE💐✅*
----------
قَالَ رَسُوْلُ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم مَنْ غَسَّلَ مَيِّتًا فَكَتَمَ عَلَيْهِ غُفِرَ لَهُ أَرْبَعِينَ مَرَّةً، وَمَنْ كَفَّنَ مَيِّتًا كَسَاهُ اللَّهُ مِنَ السُّنْدُسِ، وَإِسْتَبْرَقِ الْجَنَّةِ، وَمَنْ حَفَرَ لِمَيِّتٍ قَبْرًا فَأَجَنَّهُ فِيهِ أُجْرِيَ لَهُ مِنَ الْأَجْرِ كَأَجْرِ مَسْكَنٍ أُسْكِنَهُ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ
https://islamweb.net/ar/library/index.php?page=bookcontents&flag=1&bk_no=74&ID=1268
----
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said If somebody washed a dead person, keep his faults secret he will be forgiven 40 times, and whoever shrouds a believer Allah subhanahu will provide him a fine silk of paradise to wear and whoever dig a grave for the dead person and bury him , Allah will reward him untill Qayamah as he has made a house and let stay a needy person inside it
Mustadrak Ala Sahihain (Al Hakim) 1340-Sahih
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, (A believer) who accompanies the funeral procession of a Muslim out of sincere faith and hoping to attain Allah's reward and remains with it till the funeral prayer is offered and the burial ceremonies are over, he will return with a reward of two Qirats. Each Qirat is like the size of the (Mount) Uhud. He who offers the funeral prayer only and returns before the burial, will return with the reward of one Qirat only.
Sahih Bukhari, Book 2, No. 46
Absolutely posting! Lots of useful information and inspiration, both of which we all need!Relay appreciate your work.
ReplyDelete