Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 8, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1312* ❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1312* ❗

*Sawal 1 : Allah Subhanahu ne jannat ko banane ke baad us se baat karne ko kaha to usne Quran ki ek aayat padhi wo aayat kaunse surah ki thi ?*

A. Surah Al-Baqarah

B. Surah Muminoon

C. Surah Insan

D. Surah Yaseen

E. Surah Ar-Rahman

F. Surah Qaaf

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)

*Sawal 2 : Usne us waqt kaunsi aayat padhi thi ?*

A. *ق ۚ وَالْقُرْآنِ الْمَجِيدِ*

Qaf-Us Quran ki Qasam jo bada shan wal hai


B. *سُبْحَانَ اللَّهِ عَمَّا يَصِفُونَ*

Ye jo kuch bayan karte hain Allah us se paak hai


C. *يُسَبِّحُ لِلَّهِ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ*

Jo makhluqat aasman aur zamene mein hain Allah ki tasbeeh karti hain


D. *ذَ‌ٰلِكَ فَضْلُ اللَّهِ يُؤْتِيهِ مَن يَشَاءُ*

Ye Allah ka fazal hai jisko chahe de


E. *إِنَّ الْمُتَّقِينَ فِي جَنَّاتٍ وَنَهَرٍ*

Beshak Parhezgar baagon aur nahron mein honge


F. *وَلِلَّهِ مُلْكُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ*

Aasmano aur Zamene ki hukumat Allah ki hi hai

G. Inmein se koi nahi

H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma


*Note : Agar jawab G yani inmein se koi nahi ho to sahi jawab bhi dijiye*


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1312* ❗


*Quiz 1 : After ther creation of Paradise, Allah Said Speak, that time Paradise Recited a Verse of Quran, that verse belong to Which Surah ?*


A. Surah Al-Baqarah

B. Surah Muminoon

C. Surah Insan

D. Surah Yaseen

E. Surah Ar-Rahman

F. Surah Qaaf

G. None of the above

H. O Allah increase my knowledge

*Quiz 2 : Which Verse did paradise Recite that time ?*


A. ق ۚ وَالْقُرْآنِ الْمَجِيدِ

Qaf. By the honored Qur'an...


B.سُبْحَانَ اللَّهِ عَمَّا يَصِفُونَ

Exalted is Allah above what they describe,


C. يُسَبِّحُ لِلَّهِ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ

Whatsoever is in the heavens and whatsoever is on the earth glorifies Allah, 


D. ذَ‌ٰلِكَ فَضْلُ اللَّهِ يُؤْتِيهِ مَن يَشَاءُ

That is the Grace of Allah, which He bestows on whom He wills


E. إِنَّ الْمُتَّقِينَ فِي جَنَّاتٍ وَنَهَرٍ

Indeed, the righteous will be among gardens and rivers,


F. وَلِلَّهِ مُلْكُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ

And to Allah belongs the dominion of the heavens and the earth



💐 *Sahi Jawab : BG* 💐✅

------

RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  Allah Subhanahu ne Jannat ko paida kiya, (Tameer ka andaza yeh tha ke) ek eent Sone ki, ek eent Chandi ki aur Gara Kastoori ka tha, Allah Subhanahu ne us se kaha ki  Kalam kar, Usne Kaha:
قَدۡ اَفۡلَحَ الۡمُؤۡمِنُوۡنَ
{Yaqeenan Momin kamyab ho gaye}Surat ul Mominoon #1
farishto ne kaha: Eh Jannat tere liye Khushkhabri ho, tu to Badshahon ka thikana hai
Mustadrak Sahihain-3532
Silsila Sahiha-1480

https://islamweb.net/ar/library/index.php?page=bookcontents&idfrom=3351&idto=3352&bk_no=74&ID=1406


💐 *Answer: BG* 💐✅

------

RasoolAllah Sallallahu Alahih Said After ther creation of Paradise, Allah Said Speak, that time Paradise Recited 

 قَدۡ اَفۡلَحَ الۡمُؤۡمِنُوۡنَ

Certainly will the believers have succeeded: Surat ul Mominoon #1
After hearing this Angels said Oh paradise there is glad tiding for you , you are the destination of the Emperors
Mustadrak Sahihain-3532
Silsila Sahiha-1480

No comments:

Post a Comment