❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1307* ❗
Sawal 1 : Musa Alaihi salam ki Quam ko jab gaay zabah karne ke liye kaha gaya to us qaum ne (Musa Alaihi salam ke jariye) gaay e mutalliq (Allah se) kitne sawal puche ?
A. 2
B. 3
C. 4
D. 5
E. 6
F. 7
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
*Sawal 2 : Us gaay ka color kaunsa tha ?*
A. Red
B. Green
C. Yellow
D. Blue
E. Black
F. White
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1307* ❗
Quiz 1 : On the request of his people How many questions were asked by the musa Alaihi salam to Allah, Regarding the cow, which was ordered to be Sacrificed.
A. 2
B. 3
C. 4
D. 5
E. 6
F. 7
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Quiz 2 : What was the color of that Cow
A. Red
B. Green
C. Yellow
D. Blue
E. Black
F. White
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
✅: Sahih Jawab : BC 💐
--------
Unhone Kaha hamare liye apne RABB se dua karen hume bataye ke
1. Wo gaay kaisee hai ? kaha wo farmata hai ke wo aisee gaay hai na budhi aur na bachcha uske darmiyan hai , to (Zabah) kar dalo jo tumhein hukm diya jata haiUnhone kaha hamare liye apne RABB se dua karen ke hume bataye ki
2. Uska rang kaisa hai ? kaho wo farmata hai ke wo ek zard (yellow) gaay hai uska rang khub gehra dekhne walo ko bahut achchi malum hoti hai Unhone Kaha ke humare liye apne RABB se dua karen ke hume bataye ke
3. Wo kis qism ki hai ? kyu ke wo gaay hum par mushtaba ho gayee hai aur hum agar Allah Subhanahu ne chaha to zarur pata laga lenge Kaho wo farmata hai ke wo ek aisee gaay hai mehnat karne wali nahi Jo na zameen ko jotti hai na kehti ko Paani deti ho, be aib hai usmein koi daag nahi unhone kaha ab aap ne theek baat baatayee phir unhone usay zabah Kar diya aur wo karne wale to nahi they
Al-Quran Surah Al-Baqarah (2) 68-71
✅: Answer : BC 💐
--------
They said, "Call upon your Lord to make clear to us what it is." [Moses] said, "[Allah] says, 'It is a cow which is neither old nor virgin, but median between that,' so do what you are commanded."They said, "Call upon your Lord to show us what is her color."
He said, "He says, 'It is a yellow cow, bright in color - pleasing to the observers.' "They said, "Call upon your Lord to make clear to us what it is. Indeed, [all] cows look alike to us. And indeed we, if Allah wills, will be guided."He said, "He says, 'It is a cow neither trained to plow the earth nor to irrigate the field, one free from fault with no spot upon her.' " They said, "Now you have come with the truth." So they slaughtered her, but they could hardly do it.
Surah Al Baqarah (2), 68-71
No comments:
Post a Comment