Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, March 4, 2021

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1310 ❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1310* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaun log hain jinke liye farmaya gaya ki wo aag mein dakhil nahi honge ?*

A. Jiske dil mein rayee ke dane ke barabar Imaan ho

B. Jo Musalman Ghazwa e Badr mein shamil they

C. Jo Musalman Suleh Hudaibiya mein shamil they

D. Jinhone Darkh ke neeche beit ki thi

E. Jo Ghazwa e Uhad mein mein shamil they

F. Jo ye gawahi de de ki La ilaha illAllah Muhammadur RasoolAllah

G. Jiski Zuban aur haath se Musalman Mehfooz ho

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1310* ❗

Answers are more than one

Question : For whom it has been said that they will not enter in Hell or fire ?

A. Who has even a mustard-seed's weight of faith 

B. Muslims who participated in battle of Badr 

C. Muslims who were involved in treaty of Hudaibiya  ( Sulah Hudaibiya )

D. The ones who had taken the pledge of allegiance under the tree (Pledge Ar Ridhwan)

E. Muslims who participated in battle of Uhad 

F. One who testifies La ilaha illAllah Muhammadur RasoolAllah

G. The one from whose hand or tongue other muslim is safe

H. Oh Allah increase my knowledge


πŸ’✅ Sahi Jawab  : AB CD F πŸ’✅
------
✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh aag mein dakhil nahi hoga jiske dil mein rayee ke dane ke barabar bhi Imaan hai 
Sunan Ibn Majah-59 Sahih

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo is baat ki gwahi de ki La ilaha illAllah Muhammadur RasoolAllah (Allah ke 
Siwa koi mabud nahi aur Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Allah ke Rasool hain) to wo aag mein dakhil nahi hoga
Sahih Muslim-149

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne darakht ke neeche bait li wo aag mein dakhil nahi hoga
Jamia Tirmizi 3860-Sahih

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh aag mein dakhil nahi hoga jo Badr ya Hudebiya mein mojud tha
Al-Silsila-tus-Sahiha 3554


πŸ’✅ Answer  : AB CD F πŸ’✅
------
✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said  who has even a mustard-seed's weight of faith in his heart Will not enter in hell
Sunan Ibn Majah-59 Sahih

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said He who testifies that La ilaha illAllah Muhammadur RasoolAllah  (there is no god but Allah and that Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam is the messenger of Allah), Allah would prohibit the fire of Hell for him.
Sahih Muslim - 49

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said  those who gave the pledge under the tree Will not enter the Fire.
Jamia Tirmizi 3860-Sahih

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said he will not enter in Hell who was present (joined) at the time of Badr and Hudebiya (treaty)
Al-Silsila-tus-Sahiha 3554

No comments:

Post a Comment