Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 3, 2021

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1309 ❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1309* ❗

Sawal 1 : Aakhri waqt mein Baitulllah ki hurmato ko pamal karne wale log kaun honge  ?

A. Ahle Sham

B. Ahle Baitullah

C. Ahle Yemen

D. Ahle Faras

E. Ahle  Najd

F. Ahle Room

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


Sawal 2 : Kaba sharif ke khazano ko jo log nikal kar le jayenge wo kaha ke honge ?

A. Habsha

B. Mulk e Sham

C. Faras

D. Isfahan

E. Room

F. Khurasan

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1309* ❗

Quiz 1 : Who will violate the dignity of Baitulllah before the qayamah  ?

A. Ahle  Najd (People of Najd)

B. Ahle Baitullah

C. Ahle Yemen

D. Ahle Faras 

E. Ahle Sham

F. Ahle Room

G. None of the above

H. O Allah increase my knowledge


Quiz 2 : The people of which place will take out the treasure of Kaba ?

A. Habsha

B. Faras 

C. Mulk e Sham

D. Isfahan

E. Room

F. Khurasan

G. None of the above

H. O Allah increase my knowledge


πŸ’✅ Sahi Jawab  : BA πŸ’✅
----
✦:  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya  Ek Aadmi ki Hajr e Aswad aur Muqam e Ibrahim ke darmiyan Bait ki jayegi aur Baitullah ki Hurmato ko pamal karne wale (todne wale) Ahle Baitullah hi hunge, Jab woh Baitullah ki Hurmato ko pamal karenge to phir Arbo ki Halakat aur Barbadi Urooj par hogi, Phir Habshi (habsha wale) aakar isey veeran kar denge,  Phir Baitullah ko Aabad nahi kiya jayega, Yahih log kaba ke Khazane nikal lenge

Masnad Ahmed - 13044 , Silsila Sahiha 2640


πŸ’✅ Answer  : BA πŸ’✅
----
✦:  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam Said A person will take bait (pleadge) between Hajr e Aswad (Black stone) and Muqam e Ibrahim and the one who will violate the dignity of Baitulllah (kaba) will be among the people of baitullah , when he will violate the dignity of Baitulllah then the fall of arab will be on top , and then Ethipions (People of Habsha) will make it deserted (destroyed) and Baitulllah (kaba) will never be populated after that , and these people will will take out the treasure of Kaba.

Masnad Ahmed - 13044, Silsila Sahiha 2640

No comments:

Post a Comment