Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 24, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1327* ❗

 

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1327* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaun hai jo jannat ki khusbu bhi nahi pa sakenge ?*

A. Sirf Duniyawi fayde ke liye deen ka ilm hasil karne wale  

B. Musalmano ke beech fitna paida karne wala

C. Bina Uzar ke Jihad na karne wale

D. Jo kisi aise shaksh ko qatl kar de jisko aman di gayee ho

E. Maidan e Jung se bhag jaane wala 

F. Bina wajah shohar se Khula lene wali auratein

G. Khule Kapde pahan kar logo ko apni taraf mayal karne wali aur hone wali aurtein

H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1327❗

Answers are more than one

Quiz : Who will not get the smell of the fragrance of paradise  ?

A. One who acquires knowledge of deen only for worldly gains

B. One who creates disputes between fellow Muslims

C. One who refuses to perfom jihad without any excuse

D. One who kills a person who has been granted peace

E. One who runs away from battlefield 

F. Woman who takes divorce from her husband without any valid reason 

G. Women who wear revealing clothes to lure or attract others 

H. O  Allah increase my knowledge


💐 *Sahih Jawab : ABFG* 💐✅

-------

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  jis shaks ne ilm e deen ko jis se khalis Allah subhanhu ki raza mandi maqsood hoti hai mehaz kisi duniya ke fayde ke liye seekha to wo qayamat ke din jannat ki khushbu tak nahi paa sakega 

Sunan ibn Maja  252-Hasan

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo shaks aisee jaan ko mar dale jis se Ahad kar chuka ho ( uski aman de chuka ho) to wo jannat ki khushbu bhi na sungega

Sahih Bhukari - 6914

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis aurat ne bina kisi baat ke apne shohar se Khula (Talaq) talab ki to us par jannat ki khushbu haram hai 
Jamia Tirmazi - 1187-Sahih

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya wo aurtein jo kapda pehne ke bawajud barhana (nangi) hoti hai, mayel hone wali hai unke sir bakhti oontho ki kohaan jaise hai (aise aurtein) na jannat mein dakhil hongi na jannat ki khushbu paayegi jabki jannat ki khushbu baht dur se mehsus ki ja sakti hai

Sahih Muslim - 7194


💐 *Answer : ABFG* 💐✅

-------

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever acquires knowledge by which the pleasure of Allah is sought, but he only acquires it for the purpose of worldly gain, will not smell the fragrance of Paradise on the Day of Resurrection.

Sunan ibn Maja  252-Hasan

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling).

Sahih Bhukari - 6914

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whichever woman seeks a Khul from her husband without harm (cause), then the scent of Paradise will be unlawful for her.

Jamia Tirmidhi 1187-Sahih

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said  the women who would be dressed but appear to be naked, who would be inclined (to evil) and make their husbands incline towards it. Their heads would be like the humps of the bukht camel inclined to one side. They will not enter Paradise and they would not smell its odour whereas its odour would be smelt from such and such distance.

Sahih Muslim Book 24, Hadith 5310

 

No comments:

Post a Comment