❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1304* ❗
Ek baar ek sahabi ko Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki jab bhi tumse kuch gunah ho jaye to uske baad koi achcha kaam kar liya karo to us waqt us sahabi ne ek Azkar ke bare mein pucha ki kya ye pahdna bhi achche kaamo mein se hai
*Sawal 1 : Us waqt un Sahabi ne kaunse Azkar ke baare mein pucha tha ?*
A. La ilaha illAllah
B. SubhanAllahi Wa bihamdihi
C. Allahu-Akbar-Kabira
D. La hawla Wa la Quwwata illa Billah
E. Alhamdulillahi katheera
F. SubhanAllah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
*Sawal 2 : Wo Sahabi kaun they ?*
A. Abu Bakr radi allahu anhu
B. Umar radi allahu anhu
C. Uthman radi allahu anhu
D. Ali radi allahu anhu
E. Abu Dharr Radi Allahu Anhu
F. Ubay ibn kaab Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Once Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said to a sahabi whenever you any kind of sin happens by you, do some good deeds , that Sahabi asked about a Azkar and said is Saying this azkar is also a good deed...
Sawal 1 : Regarding which azkar that Sahabi asked that time ?
A. La ilaha illAllah
B. SubhanAllahi Wa bihamdihi
C. Allahu-Akbar-Kabira
D. La hawla Wa la Quwwata illa Billah
E. Alhamdulillahi katheera
F. SubhanAllah
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Sawal 2 : Who was that Sahabi ?
A. Abu Bakr radi allahu anhu
B. Umar radi allahu anhu
C. Uthman radi allahu anhu
D. Ali radi allahu anhu
E. Abu Dharr Radi Allahu Anhu
F. Ubay ibn kaab Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
*💐✅ Sahi Jawab : AE💐✅*
--------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se kaha ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam mujhe naseehat farma dijiye to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab tumse koi burayee ho jaye to uske baad koi achcha kaam kar liya karo jo usko mita de, maine kaha Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam La ilaha illAllah kahna bhi neki hai to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ye to Afzal Hasnat yani Afzal Neki hai
Al SilSila Sahiha 1326
*💐✅ Answer : AE💐✅*
--------
Narrated by Abu Dharr Radi Allahu Anhu that I Said to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam kindly give me some advices He said when any kind of sin happens by you , do some good deeds which may wipe that sin, I Said Oh Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam is Saying La ilaha illAllah is also a good deed ? He said Yes infact its a one of the best good deed.
Al SilSila Sahiha 1326
Absolutely posting! Lots of useful information and inspiration, both of which we all need!Relay appreciate your work.
ReplyDeletevery nice collections of quotes. Thank you and JazkaAllah Khair.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNice info But I hope you can share more interesting information....
ReplyDeleteLearn Quran With Tajweed