❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1329* ❗
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
*As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen*
Sawal : Ye Alfaz kis waqt kahe jate hain ?
A. Qabristan mein dakhil hone par
B. Sajde mein
C. Jannat Al Baqi mein jane par
D. Ruku mein
E. Khali makan mein dakhil hone par
F. Qayam mein
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1329* ❗
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
*As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen*
Quiz : At which time we should recite this words ?
A. While entering in graveyard
B. In Sujud
C. While entering in Jannat Al Baqi
D. In Ruku
E. While entering in an uninhabited house
F. In Qayam
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahih Jawab : E* 💐✅
-------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai jab koi aise makan ( ghar) mein dakhil ho jahan koi nahi rehta to waha ye keh kar dakhil ho
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen (Salam ho ham par aur tamam naik bando par)
Al-Adab al-Mufrad 1055-Sahih (Imam Bukhari)
💐 *Answer : E* 💐✅
-------
Ibn Umar (may Allaah be pleased with him) said When you enter an uninhabited house, say
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen
(Peace be upon us and upon the righteous slaves of Allaah)
Al-Adab al-Mufrad 1055-Sahih (Imam Bukhari)
No comments:
Post a Comment