❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1318* ❗
✦: Ek baar Quran ki ek aayat nazil huyee jab Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam us aayat ko likhwane lage to ek sahabi ne apni taklif batayee jinki wajah se us aayat ka dusra hissa usee waqt nazil ho gaya
Sawal 1 : Wo Sahabi kaun they jinki wajah se wo aayat mukammal huyee ?
A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
F. Zaid Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
Sawal 2 : Wo Aayat kis baat se mutalliq thi?
A. Roza
B. Jihad
C. Namaz
D. Hajj
E. Sadqa / Zakat
F. Aurat ke huquq
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
Note : Agar kisi bhi sawal ka Jawab G ho to sahi jawab commets kijiye
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1318* ❗
Once A Verse of Quran revealed and As soons as the Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ordered to write that verse, A sahabi gave a reason regarding that verse so another part of that verse revealed in favor of him
Quiz 1 : Who was that Sahabi ?
A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
F. Zaid Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Quiz 2 : That verse belonged to which thing?
A. Fasting
B. Jihad
C. Prayer
D. Hajj
E. Chairty
F. The rights of Women
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Note : If answer is G - None of the above , kindly give correct answer
💐 *Sahih Jawab : GB* 💐✅
------
Zaid bin Sabit Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne in se ye aayat likhwayee
«لا يستوي القاعدون من المؤمنين والمجاهدون في سبيل الله»
Musalmaano mein se (Ghar) baithe rahne wale aur Allah Taala ki Raah mein apne maal aur apni jaan se Jihad karne wale ek
barabar nahi ho sakte (4:95) Abhih Aap Sallallahu Alahih Wasallam yeh aayat likhwa hi rahe the ki Ibne Umm Maktoom Radi Allahu Anhu aa gaye aur Arz kiya: Allah ki khasam ! Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Agar mein jihad mein Shirkat kar sakta to Yaqeenan jihad karta, woh andhe (Na bina) they iske baad Allah Subhanahu ne apne Rasool Sallallahu Alahih Wasallam par wahi nazil ki jisme Allah Subhanahu ne غير أولي الضرر ( yani bina kisi uzar ke ) alfaz aur nazil kiye ( jo Jihad mein shamil hone se mazbur hain unke liye koi
harj nahi )
Sahih Bukhari- 4594
💐 *Answer : GB* 💐✅
------
Narrated Zaid bin Thabit: That the Prophet (ﷺ) dictated to him: "Not equal are those of the believers who sit (at home) and those who strive and fight in the Cause of Allah." Zaid added: Ibn Um Maktum came while the Prophet (ﷺ) was dictating to me and said, "O Allah's Apostle! By Allah, if I had the power to fight (in Allah's Cause), I would," and he was a blind man. So Allah revealed to his Apostle while his thigh was on my thigh, and his thigh became so heavy that I was afraid it might fracture my thigh. Then that state of the Prophet (ﷺ) passed and Allah revealed:-- "Except those who are disabled (by injury or are blind or lame etc)
Sahih Bukhari- Book 60, Hadith 116
No comments:
Post a Comment