❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1321* ❗
Sawal 1 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Sahaba ko fitno ke waqt ek sahabi ke saath rahne ki waseeyat ki thi aur unko ameen kaha tha wo sahabi kaun they ?
Sawal 2 : Farz Ehkamo ka sabse zyada ilm kaunse sahabi ko tha ?
A. Abu bakr
B. Umar
C. Uthman
D. Ali
E. Abu Ubaidah bin Al jarrah
F. Zaid bin Thabit
*Radi Allahu Anhuma*
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
Note : Agar kisi bhi sawal ka Jawab G ho to sahi jawab commets kijiye
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1321* ❗
Quiz 1 : Once RasoollAllah Sallallhu Alaihi Wasallam said to sahaba, during the time of turmoil (Fitanah) , join to him and his companions and he also said that he is trustworthy (Ameen) , Who was he ?
Quiz 2 : Who is the most knowledgeable of the rules of inheritance (Faraid) ?
A. Abu bakr
B. Umar
C. Uthman
D. Ali
E. Abu Ubaidah bin Al jarrah
F. Zaid bin Thabit
*Radi Allahu Anhuma*
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Note : If your answer is option G please mention the correct answer to be declared a winner
π *Sahih jawab : CF* π✅
------
RasoollAllah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mere baad Fitne aur ikhtilaf mein padh jao ge, Ek Shaksh ne Aap Sallallahu Alaihi Wasallam se kaha? Eh Allah ke Rasool Sallallhu Alaihi Wasallam Hamari rehnumayee karne wala kaun hoga? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum is Ameen (Amanatdaar) aur iske Saathio ke saath mil jana, Aap Sallallahu Alahih Wasallam Uthman Radi Allahu Anhu ki taraf isharah kar rahe they
Al-Silsil-As-Sahiha# 2568
RasoolAllah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya Faraiz mein sabse ziyada waqif Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu hain ,
Sunan Ibn Majah-154(Sahih)
π *Answer : CF* π✅
------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, After me you will be surrounded by the turmoil (Fitnah) , a person asked to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam , Who will be our leader that time ? Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam replied join this Ameen (Trustworthy) and his Companions, Aap Sallallahu Alaihi wasallam was pointing towards Uthman Radi Allahu Anhu.
Al- Silsila As-sahiha 2568
RasoollAllah Sallallhu Alaihi Wasallam said: the most knowledgeable of the rules of inheritance (Faraid) is Zaid bin Thabit Radi allahu anhu
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 154 (Sahih)
No comments:
Post a Comment