Bismillahirrahmanirraheem
✦: Maut ke Waqt Kalma e Shahadat padhne ki fazilat
-----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka Rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
--------
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh
✦ Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi wasallam Allah ke bande aur Rasool hain
--------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص کی موت اس گواہی پر ہو کہ اللہ تعالیٰ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور میں اللہ کا رسول ہوں، اور یہ گواہی سچے دل سے ہو تو اللہ تعالیٰ اس کی مغفرت فرما دے گا
سنن ابن ماجہ جلد ١ ٦٧٧ -حسن
--------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस नफ्स को भी इस हाल में मौत आए की वो इस बात की गवाही देता हो की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही और मैं (मुहम्मद सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह का रसूल हूँ और ये गवाही दिल के यकीन से हो तो अल्लाह सुबहानहु उसकी मगफिरत फरमा देगा
सुनन इब्न माजा जिल्द 1, 677-हसन
--------
✦: RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Any soul who died bearing witness from the true heart tha there is no god except Allah and that
I am the Messenger of Allah
than Allah will forgive him
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦: I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam is the slave and Messenger of Allah
Sunan ibn Majah 3796-Hasan
No comments:
Post a Comment