Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, February 29, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1100* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1100* ❗

*Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek khas dua maangne se pahle do Nabiyo ki dua dohrayee uske baad Aap ne kisi ka zikr kiya aur rone lage aur itna roye ki Allah Subhanahu ne Jibril Alaihi salam ko bhej diya ?*

*Pahle Sawal mein jawab ek se zyada hai*

*Sawal 1 : Wo Do Nabee kaun they ?*

A. Adam Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Musa Alaihi salam
E. Eesa Alaihi Salam
F. Nooh Alaihi Salam
G. Yunus Alaihi salam
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Aap Sallallahu Alaihi Wasallam us waqt kiska zikr karke rone lage?*

A. Qayamat
B. Qabr ka azab 
C. Pool Sirat
D. Hauz e Kauther
E. Meezan
F. Ghazwa e Badr
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1100* ❗

*Once Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam repeated the supplicaion of two prophets before his supplication and after that he mentioned something and started weeping , due to this Allah sent Jibril Alaihi salam to him*

*The first Quiz has more than one answer*

*Quiz 1 : Who was that two Prophets ?*

A. Adam Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Musa Alaihi salam
E. Eesa Alaihi Salam
F. Nooh Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)

*Sawal 2 : Whats Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam mentioned and started weeping ?*

A. Qayamah
B. Punishment of Grave
C. Bridge (Sirat)
D. Lake fountain ( Al-kauther)
E. Balance (Meezan)
F. Battle of Badr
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)



✅ *Sahih Jawab BE /G* 💐
------
Amr bin Aas Radi Allahu Anhu se marvi hai ke Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne  Allah Subhanahu ka ye qaul jo Ibrahim Alaihi salam ke baare me hai tilawat  farmaya Eh mere Rabb inhone bahot zyadah logon ko gumrah kiya, to jis shakhs ne meri pairwi kee  woh mujhse talluq rakhta hai  (Surah Ibrahim : 36 )  
Aur Eesa Alaihi Salam ne kaha agar tu unhein azab de to yeh  tere bande hain aur agar unhein bakhsh de to tu ghalib hikmat wala hai (Surah Al Maeda : 118).
Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne apne haath buland kiye aur farmaya Eh Allah ! Meri ummat , meri ummat aur rone lage.

Allah Subhanahu ne farmaya  Eh Jibrael  Mohammed sallallaahu Alaihi wasallam ki taraf jao , halanke tumhara Rabb ilm rakhne wala hai aur unse pooche kis wajah se ro rahe hain  ?
Jibrael Alaihi Salam  aapke paas aaye  aur Aap Sallallahu Alaihi wasallamse poocha  to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne  unhe sab haal bayan kiya halanki  Allah Subhanahu ilm rakhne wala hai

Allah Subhanahu ne farmaya Eh Jibrael  Mohammed Sallallahu Alaihi wasallam ki taraf jao aur kaho ke Hum aapko aapki ummat ke bare me razi kardenge nakhush nahi karenge
-----
Al SilSila Sahiha, 2844


✅ *Answer BE /G* 💐
------
Abdullah b. Amr b. Al-'As reported Verily the Messenger of Allah (ﷺ) recited the words of Allah, the Great and Glorious, that Ibrahim uttered. My Lord! lo! they have led many of mankind astray:" But whoso followeth me, he verily is of me" (Surah Ibrahim : 36 )  and Jesus (peace be upon him) said:" If thou punisheth them, lo! they are Thy slaves, and if Thou forgiveth them-verily Thou art the Mighty, the Wise" (Surah Al Maeda : 118) Then he raised his hands and said: O Lord, my Ummah, my Ummah, and wept; so Allah the High and the Exalted said: O Gabriel, go to Muhammad (though your Lord knows it fully well) and ask him: What makes thee weep? So Gabriel (peace be upon him) came to him and asked him, and the Messenger of Allah (ﷺ) informed him what he had said (though Allah knew it fully well). Upon this Allah said: O Gabriel, go to Muhammad and say: Verily We will please thee with regard to your Ummah and would not displease thee.
Al SilSila Sahiha, 2844
Sahih Muslim, Book 1, 397

No comments:

Post a Comment