Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 25 mins ago
A visitor from Nellore viewed 'Hadith : Sunnat aur Nawafil nam' 56 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 1 hr 1 min ago
A visitor from Brandenburg viewed 'Hadith : Jo Fajr aur Asar ki na' 1 hr 9 mins ago
A visitor from Lucknow viewed 'Jumaa (Friday)' 1 hr 12 mins ago
A visitor from Clifton viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 1 hr 42 mins ago
A visitor from Nellore viewed 'Hadith : Sunnat aur Nawafil nam' 3 hrs 34 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: juma ek din ek' 4 hrs 1 min ago
A visitor from Nagpur viewed 'Hadith: Momeen ki Shaan Tahajju' 4 hrs 14 mins ago
A visitor from Lucknow viewed 'Hadith : Parhez karna Taqdeer k' 4 hrs 17 mins ago

Total Pageviews

4,427,982

Category

Search Hadith

Thursday, February 6, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1081*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1081*❗

*Quran ki ek aayat mein hai *

*هَـٰذَا فِرَاقُ بَيْنِي وَبَيْنِكَ ۚ*
*Ab mere aur tumhare darmiyan judayee hai*

*Sawal 1 : Ye Alfaz kisne kahe they ?*

A. Musa Alaihi salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yaqub Alaihi salam
E. Loot Alaihi Salam
F. Harun Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Ye alfaz kisko kahe gaye they ?*

A. Hajra Alaihi salam
B. Sara Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Khidr Alaihi salam
E. Saleh Alaihi Salam
F. Nooh Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1081*❗

*There is a verse in Quran*

*هَـٰذَا فِرَاقُ بَيْنِي وَبَيْنِكَ ۚ*
*This is the parting between me and you*

*Sawal 1 : Who said these words ?*

A. Musa Alaihi salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yaqub Alaihi salam
E. Loot Alaihi Salam
F. Harun Alaihi salam
G. None of the above
H. I want to know

*Sawal 2 : To whom that was said ?*

A. Hajra Alaihi salam
B. Sara Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Khidr Alaihi salam
E. Saleh Alaihi Salam
F. Nooh Alaihi salam
G. None of the above
H. I want to know




Sahi Jawab  GG
-----
Khidr Alaihi Salam ne Musa Alaihi salam se kaha tha
-----
Al Quran : Unhone (Musa Alaihi Salam ne) kaha ke agar mai iske baad (phir) koi baat poochoun ( Yani Aeteraaz karoun) toh mujhe apne saath na rakhiyega ke aap meri taraf se Uzar ko pahuch gaye.
Phir donon chale. Yahan tak ke  ek Gaaaw walon ke paas pahunche  aur unse khana talab kiya. Unhone unki Ziyafat karne se inkaar kar diya. Phir unhone wahan ek Deewaar dekhi jo (jhuk kar) girne wali thi,  Khidr Alaihi Salaam ne usko seedha kardiya. Musa Alaihi Salaam ne kaha agar aap chahte toh unse (uska) Muaawdha lete (taake khane ka kaam chalta) 
(Khidr Alaihi salam ne kaha) kaha *Ab Mere aur tumhare Darmiyaan judayee hai"
Ab mai tumhe un baton ka raaz batata hun jin par tum sabr na kar sake
Surah Al-kahf (18) Aayat 76-78


Answer GG
-----
Khidr Alaihi Salam said to Musa Alaihi Salam
------ 
[Musa Alaihi salam said: "If I ask you anything after this, keep me not in your company, you have received an excuse from me."
Then they both proceeded, till, when they came to the people of a town, they asked them for food, but they refused to entertain them. Then they found therein a wall about to collapse and he (Khidr Alaihi salam) set it up straight. [Musa (Moses)] said: If you had wished, surely, you could have taken wages for it!"
(Khidr Alaihi salam) said: "This is the parting between me and you, I will tell you the interpretation of (those) things over which you were unable to hold patience.
Surah Al-Kahf (18) Aayat 76-78


No comments:

Post a Comment