Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, February 19, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1092*❗




❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1092*❗

*Ek shaksh Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass aaya aur kaha ki aap ajeeb baate karte hain main aapka ilaj kar deta hu
to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne usko ek Mojza dikhaya*

*Sawal 1 : Wo Mojza kya tha*

A. Darakht ka kalma padhna
B. Kankar ka kalma padhna
C. Khajur ki shaakh ka bulate hi aa jana
D. Chand ke tukde karna
E. Kamzor Bakri ke thano mein doodh aa jana
F. Ugliyo se pani nikalna
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Us Mojaze ko dekhne ke baad usne kya kaha ?*

A. Allah ki kasam Main aapko ab kabhi nahi joothlaunga
B. Main Gawahi deta hu ki Aap Allah ke Rasool hain
C. Mujhe Quran sikha dijiye
D. Meri Aankho ko koi jadu ho gaya hai
E. Un kankaro ko mujhe de dijye taaki barkat hasil karu
F. Mujhe Kalma padha dijiye 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1092*❗

*Once a person came to  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and said you talk very strange,  let me treat you , after hearing this Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam showed him a miracle*

*Sawal 1 : What was that miracle ?*

A. Giving Shadah of a tree
B. Giving Shadah of the pebbles
C. Coming the Cluster of a date palm tree after calling
D. The Splitting of the moon
E.  Producing milk by a sick goat
F. Coming out of a Water springfrom the fingers
G. None of the above
H. I want to know


*Sawal 2 : What he said after watching that miracle ?*

A. By Allah I will never deny you
B. I bear witness that you are Messenger of Allah
C. Kindly teach me Quran
D. There is some magic on my eyes
E. Kindly give me those pebbels so that I may get blessing 
F. Kindly let me pronounce Shadah
G. None of the above
H. I want to know


✅ * Sahih Jawab: CA*💐
-------
Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai Banu Aamir ka ek shaks Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pas aaya wo ilaaj mualja (jadu ka ilaj) karta tha kehne laga Eh Muhammed  (Sallallahu Alahih Wasallam)  aap kuch ajib si baatein karte hain,  aap chaho to main aap ka ilaj karu ? Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne usay Allah Subhanahu ki taraf dawat di phir farmaya kya tum koi nishani dekhna chahate ho?  Uske paas Khajur ka ek darakht tha Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne uski ek shakh (ya guchchey) ko bulaya toh us ka rukh aap ki taraf ho gaya wo aap ko sajda karta aur apna sir uthata hua aap ke paas pahunch   gaya aur aap ke samne khada ho gaya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne us se kaha apni jagah wapas chale jao wo apni jagah laut gaya, Amir ne kaha Allah ki kasam main kabhi bhi aap ki baat ko nahi jhutlaunga phir kahne laga Eh Amir bin sa-sa Wallah mein innke kisi baat ko kabhi nahi jhutlaunga
*Al Silsila Sahiha,  1127*


✅ *Correct Answer : CA*💐
-------
Ibn Abbas Radi Allahu anhuma said a villager from Bani Aamir came to the  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and said you talk very strange,  let me treat you , after hearing this Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam invited him towards islam and said do you want to see some sign (of my prophethood ), there was a date palm tree , So the Prophet called a cluster of dates  (or a branch)  from the tree, it turned to you and start moving towards you and after a while it stood up in front of you, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam commanded it to go to its original position, after watching all this that person said By Allah I will never refute (deny) you, and said O sons of Aamir bin Sa-sa I will never refute the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
*Al Silsila Sahiha, 1127*

No comments:

Post a Comment