Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, February 8, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1082*❗


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1082*❗

Jawab ek se zyada hai

*Sawal : Ibrahim Alaihi Salam se shuru karke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke khandan ko tarteeb se likhiye*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Banu Hashim
C. Banu Umayyah
D. Banu Kinana
E. Quraish
F. Ismaeel Alaihi salam
G. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1082*❗

Answers are more than one

*Quiz : Arrange the family trees of Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam in order (begin with Ibrahim Alaihi salam)*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Banu Hashim
C. Banu Umayyah
D. Banu Kinana
E. Quraish
F. Ismaeel Alaihi salam
G. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
H. Sahi jawab ka intezar hai


*Sahih Jawab AFDEBG*
----
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya  Allah Subhanahu ne Ibrahim Alaihi Salam ki Aulad se Ismail Alaihi salaam ko chuna aur Ismael Alaihi salam ki aulad se Banu Kinaana ko , Banu Kinana se Quraish ko, Quraish se Banu Hashim ko aur Banu Hashim se mujhe muntakhib kiya
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1537-Sahih

*Answer AFDEBG*
----
Narrated Wathilah bin Al-Asqa that the Messenger of Allah (ﷺ) said: 
Indeed Allah has chosen Isma'il from the children of Ibrahim Alaihi Salam  
and He chose Banu Kinanah from the children of Isma'il Alaihi Salam 
and He chose the Quraish from Banu Kinanah
and He chose Banu Hashim from Quraish, 
and He chose me from Banu Hashim.
Jamia Tirmizi, Book 46, 3605-Sahih

No comments:

Post a Comment