Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, February 11, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1085*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1085*❗

*Qayamat se pahle ek jung aisee hogi ki musalman usmein ek azkar ka Naara lagayenge to us jung mein fateh hasil ho jayegi aur us jung mein ek khas qabeel ke bahut sare log hissa lenge**

*Sawal 1 : Wo Azkar kaunsa hoga ?*

A. Hasbunallah wa naimal wakeel 
B. La hawla wa la Quwwata illa billah  
C. La ilaha illAllahu wa Allahu Akbar 
D. Allahu Akbar Kabira  
E. Allahu Akbar
F. La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : US Azkar ko wo log kitne baar padhenge to fateh hasil ho jayegi ?*

A. 1
B. 2
C. 3
D. 4
E. 5
F. 7
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 3 : Us jung mein ek khas qabeele ke kitne log hissa lenge*

A. 700
B. 70000
C. 500
D. 50000
E. 100
F. 10000
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai




❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1085*❗

*There will be a great war before the Qayamah and in that war Muslims will recite some azkar and after that they will get the victory, in that war a large number of people belong to a tribe will participate*

*Quiz 1 : What will be that Azkar ?*

A. Hasbunallah wa naimal wakeel 
B. La hawla wa la Quwwata illa billah  
C. La ilaha illAllahu wa Allahu Akbar 
D. Allahu Akbar Kabira  
E. Allahu Akbar
F. La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : How many times they will recite that azkar and get victory?*

A. 1
B. 2
C. 3
D. 4
E. 5
F. 7
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 3 : In that war how many people of that tribe will participate*

A. 700
B. 70000
C. 500
D. 50000
E. 100
F. 10000
G. None of the above
H. I want to know

Sahi jawab CCB
------
Abu huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya tumne aise shehar ke bare 

mein suna hai jiski ek janib khushki hai aur dusri janib samandar hai unhone (Sahaba Radi Allahu Anhuma)  e aarz ki ji haan Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam, Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  Qayamat  qayam nahi hogi yaha tak ke uske khilaf banu ishaq qabeele ke 70,000 log jihad karenge Waha pauch kar wo utrenge toh hathyaro se jung nahi karenge, aur na teerandazi karenge wo kahenge  La ilaha illAllahu Wa Allahu Akbar toh us (shahar) ki ek janib gir jayegi phir wo dusri baar  La ilaha illAllahu Wa Allahu Akbar kahenge toh us shahar ka dusra kinara bhi gir jayega phir wo teesri baar La ilaha illAllahu Wa Allahu Akbar kahenge to rasta khul jaega aur wo us shehar mein dakhil ho jayenge aur maal-e-ganimat hasil karenge jab wo maal ganimat taqseem kar rahe honge toh cheekhti huyee awaz aaeygi jo kahegi Dajjal nikal chuka hai toh muslman har cheez chorh denge aur wapas palat jayenge
Sahih Muslim-7333


Answer CCB
---------
Abu Huraira reported Allah's Apostle (may peace he upon him) saying: You have heard about a city, one side of which is on land and the other is in the sea (Constantinople). They said: Allah's Messenger, yes. Thereupon he said: The Last Hour would not come unless seventy thousand persons from Bani lshaq would attack it. When they would land there, they will neither fight with weapons nor would shower arrows but would only say: La Illaha IllAllahu Wa Allahu Akbar (There is no god but Allah and Allah is the Greatest) and one side of it would fall. Thaur (one of the narrators) said: I think that he said: The part by the side of the ocean. Then they would say for the second time:  La ilaha illAllahu Wa Allahu Akbar and the second side would also fall, and they would say (Third time) La ilaha illAllahu Wa Allahu Akbar and the gates would be opened for them and they would enter therein and, they would be collecting spoils of war and distributing them amongst themselves when a noise would be heard saying: Verily, Dajjal has come. And thus they would leave everything there and go back
Sahih Mulism, Book 41, 6979

No comments:

Post a Comment