Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, February 24, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1096*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1096*❗

*Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ne Musalmano ka ek lashkar bheja tha jisko jaish Al khabt kaha jata tha*

*Sawal 1 : Us lashkar ko Jaish Al khabt kyu kaha jane laga ?*

A. Wo log darakht le patto ke kapde pahante they
B. Wo khabt ke mahal par hamla karne gaye they
C. Wo log unche pahado mein rahte they
D. Wo samundar ke jariye Jihad karne gaye they
E. Unko Maal-e-Ganimat mein bahut sara Khabt mila the
F. Wo log darakh ke pattey khate they
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Us lashkar ke Ameer kaun they ?*

A. Umar Radi allahu anhu 
B. Abu Zandal Radi allahu anhu
C. Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu Anhu 
E. Khalid Bin walid Radi Allahu Anhu 
F. Abu Ubaida Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1096*❗

*Once  Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam sent an army , which was being called the Army of the Khabt*

*Sawal 1 : Why that army was being called the Army of the Khabt?*

A. They used to wear the cloth of tree leaves 
B. They went to attack the palace of Al-Khabt
C. They used to live in the High mountains
D. They went to fight via Sea
E. They get lot of Al-Khabt in war booty
F. They used to eat Bushes
G. Nove of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Who was the commander of that army ?*

A. Umar Radi allahu anhu 
B. Abu Zandal Radi allahu anhu
C. Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu Anhu 
E. Khalid Bin walid Radi Allahu Anhu 
F. Abu Ubaida Radi allahu anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)



✅ *Sahih Jawab : FF* 💐
------
Jabir Radi allahu anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ne 300 sawar rawana kiye , hamare Ameer Abu Ubaidah Radi Allahu anhu they humko Quraish ke tijarati kafile ki harkat par nazar rakhni thi (phir khana khatam ho jane ki wajah se)  hum sakht bhookh ki halat mein they naubat yaha tak pahuch gayee ki hum Khabt (pattey) kha kar waqt guzarte they isee wajah se is lashkar ka naam Jaish al Khabt padh gaya , uske baad samundar ne ek badi machli bahar pheki jisko An-Anbaer kahte hain humne usko aadhe mahine (15 din) tak khaya aur uski charbi tel ke taur par apne jism par malte rahe jis se hamare jism tandurast ho gaye , Abu Ubaidah Radi Allahu anhu ne bayan kiya ki uski ek pasli ki haddi lekar khadi ki to ( wo itni badi thi ki) ek sawar uske neeche se guzar gaya 
Sahih Bukhari , 5494

✅ *Answer : FF* 💐
------
Narrated Jabir Radi allahu anhu Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam sent us as an army unit of three hundred warriors under the command of Abu Ubaida Radi Allahu Anhu to ambush a caravan of the Quraish. But we were struck with such severe hunger that we ate the Khabt (bushes), so our army was called the Army of the Khabt. Then the sea threw a huge fish called Al-`Anbar and we ate of it for half a month and rubbed our bodies with its fat till our bodies became healthy. Then Abu Ubaida radi allahu anhu took one of its ribs and fixed it over the ground (it was that much big ) that a rider passed underneath it.
Sahih Bukhari, Book 67, 402


No comments:

Post a Comment