Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, February 10, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1084*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1084*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Aasman ki wo kaun kaun si khasiyatein hain jo Allah subhanahu ne Quran mein Aasman ki kasam lene ke baad usee aayat mein bayan ki hain yani aasman ki kasam aur uski khasiyat dono usee aayat mein honi chahiye*

A. Aasman ki kasam jismein Hubuk hain
B. Aasman ki kasam jismein farishte hai
C. Aasman ki kasam jismein Burj hain
D. Aasman ki kasam jismein Chand hai
E. Aasman ki kasam jo barish barsata hai
F. Aasman ki kasam jimein Suraj hai
G. Aasman ki kasam jiske upar arsh hai
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1084*❗

*Answers are more than one*

*Quiz : In Quran After taking oath of the heaven (sky),  Allah mentioned the characteristics of the heaven in th same verse*

*What was those characteristics*

A. By the heaven which is full of pathways
B. By the Heaven which is having the angels
C. By the Heaven holding the big stars
D. By the Heaven holding the moon
E. By the Heaven which gives rain
F. By the Heaven holding sun
G. By the Heaven above which is throne
H. I want to know


*Sahi Jawab  ACE*
----
* وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الْحُبُكِ*
اور آسمان کی قسم جس میں رسے ہیں
Aur Aasman ki kasam jismein Raste (Hubuk) hain
Surah Adh-Dhaariyat 51:7

Tafsir Ibn Kathir: Pani ki maujein , Ret ke zarrey , kheto ke patte, hawa ke zor se jab lahrate hain to us waqt usmein jo raasto ki tarah nishan dikhte hain usee ko Hubuk kahte hain
Tafsir Ibn jariir - 11/445
----
*وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الْبُرُوجِ*
آسمان کی قسم جس میں برج ہیں
Aur Aasman ki kasam jismein Burj hain
Surah Al-Burooj 85:1
----
*وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الرَّجْعِ*
آسمان کی قسم جو بارش برساتا ہے
Aur Aasman ki kasam jo barish barsata hai
Surah At-Taariq 86:11


*Answer ACE*
----
*وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الْحُبُكِ*
By the heaven which is full of Hubuk (Pathways)
Surah Adh-Dhaariyat 51:7

Tafthir ibn Kathir : Ibn Abbas said hubuk means Full of beauty, grace, magnificence and perfection. Ad-Dahhak, Al-Minhal bin `Amr and others said, The meandering of the water, sand and plants when the wind passes over them; carving paths out of them, that is the Hubuk.
----
*وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الْبُرُوجِ*
By the Heaven (sky)  holding the big stars
Surah Al-Burooj 85:1
----
*وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الرَّجْعِ*
By the Heaven (sky) which gives rain, again and again
Surah At-Taariq 86:11

No comments:

Post a Comment