Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, February 12, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1086*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1086*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne Suraj Grahan ke waqt kya kya karne ka hukm diya ?*

A. Dua karne ka
B. Gharo ke darwaze band kar dene ka
C. Takbir kahne ka
D. Namaz Padhne ka
E.  Sadqa karne ka
F.  Ghulam Aazad karne ka
G. Bahut zyada Astagfar padhne ka
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1086*❗

*Answers are more than one*

*Sawal : What Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam told to do at the time of sun eclipse ?*

A. Do Supplication (Dua)
B. Close the doors of house
C. Say Takbir
D. Pray (Salah)
E. Give Charity (Sadqa)
F. Set free slave
G.Recite Astagfar as much as u can
H. I want to know



*Sahi Jawab ACDEF*
-----
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya  Suraj aur Chand dono Allah Subhanahu ki nishaniya hain aur kisi ki maut aur hayat se in mein grahan nahi lagta Jab tum grahan laga hua dekho to 
1. Allah Subhanahu se dua karo
2. Takbir kaho 
3. Namaz padho 
4. Sadqa karo
Sahih Al Bukhari - 1044

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Suraj grahan ke waqt ghulam Aazad karne ka hukm farmaya
Sahih Al Bukhari-1054


*Answer ACDEF*
-----
Once  delivered the Khutba (sermon) and after praising and glorifying Allah he said, "The sun and the moon are two signs against the signs of Allah; they do not eclipse on the death or life of anyone. So when you see the eclipse, 
1. Invoke Allah (Do Supplication) 
2. Say Takbir 
3. Pray  (Salah) 
4. and give Sadaqa (Charity)
Sahih Bukhari,Book 18, 154

Narrated Asma Radi Allahu Anhu No doubt the Prophet (ﷺ) ordered people to free slaves during the solar eclipse.
Sahih Bukhari,Book 18, 163

No comments:

Post a Comment