Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 16, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1089*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1089*❗

*Ek sahabi ko jung mein aisa zakhm laga tha ki us zakh ke bhar jane ke baad bhi unke bachche us zakhm mein ungli daalkar khelte they*

*Sawal 1 : Wo Sahabi kaun they ?*

A .Zubair bin Awwam Radi Allahu anhu
B. Khalid bin waled Radi Allahu Anhu
C. Abu Talha Radi Allahu anhu
D. Jafer Tayyar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Musaib ibn Umair Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Unko kaunsi jung mein wo zakhm laga tha ?*

A. Jung e Jamal
B. Jung e Yarmouk
C. JUng e Qadsiya
D. Jung e Hunain
E. Jung a Uhad
F. Jung e Yamama
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1089*❗

*Once a sahabi got wounded (scars) in the battle and even after healing of that wound his child used to put finger inside of that wound to play*

*Quiz 1 : Who was he ?*

A .Zubair bin Awwam Radi Allahu anhu
B. Khalid bin waled Radi Allahu Anhu
C. Abu Talha Radi Allahu anhu
D. Jafer Tayyar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Musaib ibn Umair Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : In which battle he got that wound ?*

A. The Battle of Jamal
B. The Battle of Yarmouk
C. The Battle of Qadsiya
D. The Battle of Hunain
E. The Battle of Uhad
F. The Battle of Yamama
G. None of the above
H. I want to know


✅ *Sahih Jawab AB* 💐
-------
Urwa Radi Allahu Anhu se riwayat hai Jung e Yarmuk ke moqe par Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke Sahaba Radi Allahu Anhuma ne Zubair bin Awwam Radi Allahu Anhu  se kaha aap hamla kyu nahi karte taake ham bhi aap ke sath hamla karen to unhone un (roomiyon)  par hamla kiya us moqe par roomiyon ne aap ke do kari zakham shaane (shoulders) par lagaye, darmiyan mein wo zakhm tha jo badr ke moqe par aap ko laga tha,  Urwa Radi Allahu Anhu ne kaha ( ye zakham itne gehre they ke achche ho jane ke baad) main bachpan mai un zakhmo ke andar apni ungliyan dal kar khela karta tha
Sahih Bukhari 3721


✅ *Answer AB* 💐
-------
Narrated Hisham that his father (Urwa ibn Zubair) said  On the day of the battle of Al-Yarmuk, the companions of the Prophet (ﷺ) said to Az-Zubair Radi Allahu Anhu , "Will you attack the enemy vigorously so that we may attack them along with you?" So Az-Zubair attacked them, and they inflicted two wounds over his shoulder, and in between these two wounds there was an old scar he had received on the day of the battle of Badr When I was a child, I used to insert my fingers into those wound (scars) in play.
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 67

No comments:

Post a Comment