Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 716❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 716❗


*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain*

*Sawal 1 : Quran ka Afzal Hissa kaunsi surah ko kaha gaya hai  ?*

A. Surah Al-Baqarah
B. Surah Ikhlas
C. Surah Alaq
D. Surah Juma
E. Surah An-Nasr
F. Surah Kafirun
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo kaunsi surah hai jiske liye kaha gaya ki usmein Qayamat ka manzar apni aankho se dekha ja sakta hai ?*

A. Surah Qayama
B. Surah Inshiqaq
C. Surah Takwir
D. Surah Marij
E. Surah Infitar
F. Surah Al-Ghashiya
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*The second question has more than one answer*

*Quiz 1 : Which surah is the excellent part of Quran ?*

A. Surah Al-Baqarah
B. Surah Ikhlas
C. Surah Alaq
D. Surah Juma
E. Surah An-Nasr
F. Surah Kafirun
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : For which surah it has been said that whoever wants to look at the Qayama as if he is seeing it with his eyes than he should read these surah ?*

A. Surah Qayama
B. Surah Inshiqaq
C. Surah Takwir
D. Surah Marij
E. Surah Infitar
F. Surah Al-Ghashiya
G. None of the above
H. I want to know



 
*Sahi jawab G / BCE* 💐
-------------
Abdullah bin umar Radi allahu anhuma se rivayat hai ki RasoolAllah Sallalalahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shakhs ko ye baat pasand ho ke wo qayamat ka manzar apni aankho se dekhe to wo ye padhe
*
اِذَا  الشَّمۡسُ کُوِّرَتۡ*
Surah At-Takwir

 *
اِذَا السَّمَآءُ  انۡشَقَّتۡ*
Surah Al-Inshiqaq

  *
اِذَا  السَّمَآءُ  انۡفَطَرَت*
Surah Al-Infitar
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2958
--------------
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya mai tumhe Quran ke afzal hisse ke bare mai na batauu? aur phir Aapne ye surah tilawat farmayee
 *
اَلۡحَمۡدُ لِلّٰہِ رَبِّ الۡعٰلَمِیۡنَ*
Alhamdulillahi Rabbil Aalameen (Surah fatiha)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783
-----

  *Answer G / BCE* 💐
------------
Narrated by Anas Radi Allahu Anhu once RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Should I not inform you of the most noble and excellent part of the Quran?” He then recited Alhamdulillahi Rabbil Aalmeen (Surah Fatiha)”
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783
------------
Narrated by Abdullah bin umar Radi allahu anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever wishes to look at the Day of Judgement as if he is seeing it with his own eyes, then let him read, Surah At-Takwir (When the sun is wound round.) (81:1) and Surah Al-Inshiqaq  (When the heaven is cleft asunder.) 82:1) and Surah Al-Infitar  (When the heaven is split asunder.) (84:1)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2874

No comments:

Post a Comment