❗Only-Quran-Hadith Quiz 715❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Inmein se wo kaun hai jis se Allah subhanahu nafrat karta hai ya unke khilaf elan e jung karta hai ?*
A. Jo Bina soche samjhe kuch bhi bol de
B. Jo Namaz ko jaama se na padhe
C. Jo Allah ke wali se dushmani rakhe
D. Jo Sood leta ho
E. Jo Silarahmi na kare
F. Jo Qarz lekar ada na kare
G. Jo Aurat bina hijab bahar nikle
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Answers are more than one*
*Sawal : To whom does the Allah subhanahu hate or declare war ?*
A. Those who speak anything without thinking
B. Those who dont pray with congregation
C. Those who shows hostility to a pious worshipper
D. Those who take Riba
E. Those who dont show kindness with relatives
F. Those who dont pay thier debt
G. Those women who go out without hijab
H. I want to know
✅ *Sahi jawab ACD* 💐
----------
✦ Al Quran : Eh Momeeno Allah se daro aur agar tum imaan wale ho to jo kuch sood baqi rah gaya hai usko chodh do, Agar tumne na chodha to Allah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se tumhare khilaf elan e jung hai aur agar tauba kar lo to asal maal tumhara tumhare liye hai, na tum kisi par zulm karo aur na tum par zulm kiya jayega
Surah Al-Baqara, Aayat 279
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu nafrat karta hai tad-tad bolne wale aise logon se jo apni zuban ko harkat dete rahte hain jaise gaay (ghas khane mein) apni zuban ko harkat karti rahti hai (yani bina soche samjhe jo jee mein aata hai bak jate hain)
Sunan Abu dawud, Jild 3,1568-Sahih
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Allah Subhanahu farmata hai Jisne mere kisi wali se Dushmani ki usey meri taraf se Elan-e-Jung hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6502
--
*Answer ACD*
----------
RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah Subhanahu hates the eloquent one among men who moves his tongue round (among his teeth), as cattle do.( it means the one who speak anything without thinking)
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4987-Sahih
RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said that Allah Subhanahu said I will declare war against him who shows hostility to a pious worshipper of Mine.
Sahih Bukhari, Book #76, #509
Al Quran : O you who believe! Be afraid of Allah and give up what remains (due to you) from Riba (usury) (from now onward), if you are (really) believers. And if you do not do it, then take a declare of war from Allah and His Messenger but if you repent, you shall have your capital sums. Deal not unjustly (by asking more than your capital sums), and you shall not be dealt with unjustly (by receiving less than your capital sums).
Surah Al-Baqara, Verse 279
---

No comments:
Post a Comment