Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 700❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 700❗

*Pahle sawal ka jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Jab Sone chandi se mulattiq Quran ki ek aayat nazil huyee to RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam se maal ko rakhne ke mutalliq sawal kiya gaya to aapne us waqt kya kya rakhne ko kaha ?*

A. Zikr karne wali zuban
B. Aisee Neik Aulad jo budhape ka sahara ban jaye
C. Aisee Iman wali biwi jo Aakhirat  ke kaamo mein madad kare
D. Shukr karne wala dil
E. Aisa padosi jiske shar se aap mehfooz ho
F. Aisa maal jiski zakat har saal ada ki jaye
G. Ibadat karne wala mazbut jism
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo aayat Quran ki kaunsi surah mein hai jiske baad logo ne ye sawal karna shuru kiya ?*

A. Surah Al Baqarah
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Tawba
D. Surah An-Nisa
E. Surah Anam
F. Surah Hajj
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*The first question has more than one answer*

*Sawal :When the Verse concerning silver and gold was revealed it was asked to RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam What kind of wealth should we acquire ? in its reply what he said ?*

A. A tongue that remembers Allah
B. A Son who will help in old age 
C. A believing wife who will help him with regard to the Hereafter
D. A thankful hear
E. A Neighbour who will keep you safe from his evil
F. A money which charity will be paid yearly
G. Strong body who will help in worship
H. I want to know

*Sawal 2 : That Verse belong to which surah of Quran ?*

A. Surah Al Baqarah
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Tawba
D. Surah An-Nisa
E. Surah Anam
F. Surah Hajj
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab ACD / C* 💐
--------------
Soban radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Jab sone aur chandi ke bare mai Quran ki aayat 
(وَالَّذِينَ يَكْنِزُونَ الذَّهَبَ وَالْفِضَّةَ وَلَا يُنفِقُونَهَا فِي سَبِيلِ اللَّهِ فَبَشِّرْهُم بِعَذَابٍ أَلِيمٍ - Aur jo log sona chandi jama karte hain aur usko Allah ke raaste mein kharch nahi karte unko us din ke azab e aleem ki khabar suna do - Surah tawba (9) Aayat 34) Nazil huyee  to log kahne lage ke ab kaunsa maal hum apne liye rakhe ? Ye sunkar Umar radi Allahu anhu ne kaha :main tumko batauunga aur ye kahkar wo apne oont par sawar huye aur  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir huye main bhi unke peeche peeche tha unhoe arz kiya Ya RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam hum kauns amala rakhe ? to  Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya :tum mai her ek shukr karne wala dil, zikr karne wali zaban aur imaan wali biwi rakhe jo uski aakhirat ke kamo mai madad kare
Sunan Ibn maja, Jild 2, 12-Hasan

 ✅ *Answer ACD / C* 💐
--------------
It was narrated that Thawban Radi Allahu Anhu said: When the Verse concerning silver and gold was revealed  (وَالَّذِينَ يَكْنِزُونَ الذَّهَبَ وَالْفِضَّةَ وَلَا يُنفِقُونَهَا فِي سَبِيلِ اللَّهِ فَبَشِّرْهُم بِعَذَابٍ أَلِيمٍ - And those who hoard up gold and silver  and spend them not in the Way of Allah, announce unto them a painful torment - Surah tawba (9) Aayat 34), they said: 'What kind of wealth should we acquire?' Umar Radi Allahu Anhu said: I will tell you about that.' So he rode on his camel and caught up with the Prophet, and I followed him. He said: 'O Messenger of Allah what kind of wealth should we acquire?' He said: Let one of you acquire a thankful heart, a tongue that remembers Allah and a believing wife who will help him with regard to the Hereafter.' ”
Sunan Ibn maja,Book 9, 1856-Hasan


No comments:

Post a Comment