Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗️Only-Quran-Hadith Quiz 705 ❗️

 ❗️Only-Quran-Hadith Quiz 705 ❗️

*Sawal 1 : Musalman ki ezzat ko kiski ezzat se  badkar kaha gaya hai ?*

A. Arsh
B. Kursi
C. Kaba
D. Loh e Mehfuz
E. Hazar e aswad
F. Saato Aasman
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Musalman ki Beezzati karna kaunse gunah ke barabar hai ?*

A. Zina
B. Shirk
D. Sood 
E. Usko Zinda dafan karne ke barabar
F. Usko zinda jalane ke barabar
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith-Quiz ❗


*Quiz 1 : The honour of the believer is greater than the honour of which thing ?*

A. Throne of Allah Subhanahu
B. Kursi of Allah Subhanahu
C. Kaba
D. loh e Mehfuz
E. Hajre Aswad ( Black Stone)
F. Seven heaven
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : Insulting or disrespecting a believer unjustly is equal to which sin ?*

A. Adultery
B. Shirk 
C. Show off (Riyah)
D. Usury
E. Bury him Alive
F. Burn him Alive
G. None of the above
H. I want to know


 *✅ Sahi Jawab CD💐*

Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hain Jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ne kabe ki tarf Dekha toh farmaye iss Ghar Ko Marhaba tum kitne Azeem aur tumari hurmat kitni Azeem hain Jab ke Allah Subhanahu Ke Nazdik Momeen tumse bhi zyada hurmat wala hain Allah Subhanahu ne tumari ek Cheez haram ki aur Momeen ki teen cheezein haram kiye uska Khoon, uska Maal, aur Uske bare Mai Bura guman
Al-Silsila-As-Sahiha  # 3572
---------
Sa'id ibn Zayd  Radi Allahu Anhu s erivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
-----

 *✅ Answer CD💐*
-------------
Narretd by Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu Once  Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam looked at the kaba and said How delightful you are,  How magnificent you are, and how great is your sanctity ! But in the sight of Allah subhanahu  the sanctity of a believer is greater than your sanctity.
Verily, Allah sanctified your one thing but he sanctified the three thing of the believer, his blood, his wealth, and to assume evil about him.
Al-Silsila-As-Sahiha  # 3572
-------------
Narrated Sa'id ibn Zayd The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: The most prevalent kind of usury is going to lengths in talking unjustly against a Muslim's honour.
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4858-Sahih
------

No comments:

Post a Comment