Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 704❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 704❗

*Sawal : Inmein se wo kaun khushnaseeb hai jinko dekh kar RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam  khade ho jate aur unhe apni jagah bitha dete?*

A. Uthman Radi Allahu Anhu
B. Umm hani Radi Allahu Anha
C. Fatima Radi Allahu Anha
D. Umm Ayman Radi Allahu Anha
E. Jibril Alaihi Salam
F. Aap kisi ke isteqbal ke liye khade nahi huye
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

*Quiz : For whom the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam would stood up to welcome or to greet ?*

A. Uthman Radi Allahu Anhu
B. Umm hani Radi Allahu Anha
C. Fatima Radi Allahu Anha
D. Umm Ayman Radi Allahu Anha
E. Jibril Alaihi Salam
F. He never stand up to welcome anybody
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab C* 💐
----------
Umm al-Muminin Aisha Radi Allahu Anha farmate hain ki Jab RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam (Unki beti) Fatima Radi Allahu Anha ko aate dekhte to marhaba (welcome) kahte, phir khade hokar Aap unka isteqbal farmate , unka maatha chumte aur phir unka haath tham kar unko apni jagah par bitha dete isee tarah jab RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam unke (Fatima Radi Allahu Anha ke) ghar  tashrefe le jate to wo bhi marhaba kahti khade hokar unka isteqba farmati aur unko chumti thi
Al-Adab Al-Mufrad  (Imam Bukhari) ,973-Sahih
Sunan Abu Dawud, Jild3, 1774-Sahih
----------
عَنْ عَائِشَةَ أُمِّ الْمُؤْمِنِينَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا قَالَتْ‏:‏ كَانَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم إِذَا رَآهَا (فَاطِمَةَ) قَدْ أَقْبَلَتْ رَحَّبَ بِهَا،
 ثُمَّ قَامَ إِلَيْهَا فَقَبَّلَهَا، ثُمَّ أَخَذَ بِيَدِهَا فَجَاءَ بِهَا حَتَّى يُجْلِسَهَا فِي مَكَانِهِ، وَكَانَتْ إِذَا أَتَاهَا النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم رَحَّبَتْ بِهِ، ثُمَّ قَامَتْ إِلَيْهِ فَقَبَّلَتْهُ،
----------
 ✅ *Answer C* 💐
----------
Ummul Muminin Aisha Radi Allahu Anha said, When the  the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam  saw that She (Fatima Radi Allahu Anha) had come, he would greet her and then he stood up for her, kissed her forhead, took her hand and brought her forward and made her sit in his place. When  the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam  used to visite her, she would  greet him, stood up for him, and kissed him.
Al-Adab Al-Mufrad  (Imam Bukhari) ,973-Sahih
Sunan Abu dauwd, Book 42, 5198-Sahih

No comments:

Post a Comment