Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 707❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 707❗

*Sawal 1 : Jab Allah subhanahu kisi ummat ke saath bhalayee chahta hai to wo kya karta hai ?*

*Sawal 2 :  Jab Allah subhanahu kisi bande ke saath bhalayee chahta hai to wo kya karta hai ?*

A. Zalim baadshah musallat kar deta hai taaki nabee ko bheje
B. Jihad ki taufiq de deta hai
C. Nabee ko unse pahle utha leta hai
D. Deen ki samajh ata farma deta hai 
E. Duniya mein hi azab de deta hai
F. Aasmani kitab nazil farma deta hai
G. Inmein se koi nahi
H. SahI jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Sawal 1 : When Allah subhanahu intends to show mercy to an Umma what he does ?*

*Sawal 2 :  When Allah subhanaau intends to show mercy to a slvae what he does ?*

A. Send a tyrant over them
B. Let them allow Jihad
C. Call back his apostel before them
D. Makes him comprehend the Religion
E. Send punishment in this world
F. Send books from the heaven
G. None of the above
H. I want to know


 ✅ *Sahi Jawab CD* 💐
---------------
Abu Musa  Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Allah subhanahu kisi ummat se raham karna chahta hai to unke nabee ko us ummat se pahle utha leta hai aur wo apni ummat ka pesh khema ho jata hai , aur jab kisi ummat ki tabahi chahta hai to usko uske Nabee ke samne halaq kar deta hai , aur Nabee is se khush ho jata hai kyunki us ummat ne unhe jhuuthlaya aur kaha nahi mana tha
Sahih Muslim, Jild 6, 5965

✦ Ameer Muawiyah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jiske saath Allah subhanahu bhalayee chahta hai usko deen ki samajh ata farma deta hai 
Sahih Bukhari, Jild 4, 3116

 ✅ *Answer CD* 💐
---------------
Abu Musa reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
When Allah, the Exalted and Glorious, intends to show mercy to an Umma from amongst His servants He calls back His Apostle to his eternal home and makes him a harbinger and recompense in the world to come; and when He intends to cause destruction to an Umma, He punishes it while its Apostle is alive and He destroys it as he (the Apostle) witnesses it and he cools his eyes by destruction as they had belied him and disobeyed his command.
Sahih Muslim,Book 30, Hadith 5679

✦ The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion.
Sahih Bukhari, Book 53, 346



No comments:

Post a Comment