Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 697❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 697❗


*Sawal 1 : Bilal Radi Allahu Anhu ko sabse pahle azan kisne sikhayee ?*

A. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam 
B. Zaid bin sabit Radi Allahu Anhu 
C. Umar Radi Allahu Anhu 
D. Abu Bakr Radi Allahu Anhu 
E. Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu 
F. Zaid bin Harith Radi Allahu Anhu 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Bilal radi Allahu Anhu ko hi sabse pahle azan dene ko kyu kaha gaya ?*

A. Kyunki Wo kaba ki chat par aasani se chadh sakte they
B. Kyunki Unki aawaz buland thi
C. Kyunki Unhone khwab mein Azan suni thi
D. Kyunki Wo ghulam they
E. Kyunki Wo Quresh kabeele ke they
F. Kyunki wo kaba ke kareeb rahte they
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz 1 : Who taught Adhan to the Bilal Radi Allahu Anhu first time ?*

A. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam 
B. Zaid bin sabit Radi Allahu Anhu 
C. Umar Radi Allahu Anhu 
D. Abu Bakr Radi Allahu Anhu 
E. Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu 
F. Zaid bin Harith Radi Allahu Anhu 
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : Why the Bilal Radi Allahu Anhu was preferred to pronounce azan first time ?*

A. It was so easy for him to climb upon kaba
B. His voice was louder
C. He Learnt Azan in his dream
D. He was Slave
E. He belong to tribe Quraish
F. he used to live near kaba
G. None of the Above
H. I want to know


 ✅ *Sahi Jawab GB* 💐
-----------
Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ne (namaz ke liye) Soor (horn) bajwane Ka irada kiya tha aur iske liye Naqus  tayar kiya gaya (lakin usko Nasara ki mushabihat ki wajah se chorh Diya) ussi dauran Abdullah bin Zaid  Radi Allahu Anhu ko khwab dikhaya Gaya unhone Kaha ke maine khwab mein do Sabz kapde pehne ek Admee ko Dekha Jo Apne Sath Naqus liye huye tha meine ussay Kaha Allah Subhanahu Ke bande kya Tu ye Naqus bechega Us Shaks ne Kaha tum iss Ka kya karoge meine Kaha mein issay Baja Kar logo ko Namaz ke liye bulaunga us Shaks ne Kaha kya mein tumhein issay Behtar Cheez na Batu meine pucha wo behtr Cheez kya Hain usne Kaha tum ye kalmat kaho

Allahu Akbar Allahu Akbar, 
Allahu Akbar Allahu Akbar
Ash-hadu an la ilaha illallah 
Ash-hadu an la ilaha illallah 
Ash-hadu anna Muhammadan Rasulullah, 
Ash-hadu anna Muhammadan Rasulullah
Hayya 'alas-salah, Hayya 'alas-salah 
Hayya 'alal-falah, Hayya 'alal-falah
 Allahu Akbar Allahu Akbar
La ilaha illallah

Rawi kehte Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu nikle aur Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ke paas aakar apna khwab bayna karte huye kaha ki Ya  Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam maine ek Admee ko do Sabz kapde pehnay Dekha Jo Naqus liye huye tha aur Aap Sallallahu Alahai Wasallam se Pura Waqia bayan Kiya to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Sahaba Radi Allahu Anhuma se farmaye tumare Saathi ne Ek khuwab dekha Hain *Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu se faramaya tum Bilal Radi Allahu Anhu ke sath Masjid jao aur Innhein Azan ke Kalmat sikhate jao aur wo Azan dete Jaye kyu ke unki Awaz tumse buland hain* Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu kehte Hain mein Bilal Radi Allahu Anhu ke sath Masjid Gaya aur Innhein Azan ke Kalmat batata Gaya aur wo innhein Buland Awaz se pukarte gaye

Umar Radi Allahu nhu ne jab ye kalimat sune to wo bahar aakar kahne lage Ya  RasoolAllah Sal-Allahu Alahai Wasallam Allah ki kasam maine bhi aisa hi khwab dekha tha 
Sunan Ibn Majah,Jild 3, 706-Sahih

 ✅ *Answer GB* 💐
-----------
Hadith: It was narrated from Muhammed bin 'Abdullah bin Zaid that his father said that: The Messenger of Allah was thinking of a horn (trumpet) , and he commanded that a bell be made and it was done. Then *Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu* had a dream. He said: "I saw a man wearing two green garments, carrying a bell. 

I said to him, 'O slave of Allah, will you sell the bell?'  He said; 'What will you do with it?' I said, 'I will call (the people) to prayer.'  He said, 'Shall I not tell you of something better than that?'  I said, 'What is it?'  

He said, 'Say: 
Allahu Akbar Allahu Akbar, 
Allahu Akbar Allahu Akbar
Ash-hadu an la ilaha illallah 
Ash-hadu an la ilaha illallah 
Ash-hadu anna Muhammadan Rasulullah, 
Ash-hadu anna Muhammadan Rasulullah
Hayya 'alas-salah, Hayya 'alas-salah 
Hayya 'alal-falah, Hayya 'alal-falah
 Allahu Akbar Allahu Akbar
La ilaha illallah

Abdullah bin Zaid went out and came to the Messenger of Allah, and told him what he had seen. 
He said, "O Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam, I saw a man wearing two green garments carrying a bell," and he told him the story.  The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Your companion has had a dream. * Go out with Bilal Radi Allahu Anhu to the mosque and teach it to him, for he has a louder voice than you. I (Abdullah bin Zaid Radi Allahu Anhu) went out with Bilal to the mosque, and I started teaching him the words and he was calling them out. 
'Umar Al-Khattab heard the voice and came out saying, "O Messenger of Allah Sallalalahu Alaihi Wasallam  By Allah, I saw the same (dream) as him
Sunan Ibn Majah, Book 3, 706-Sahih

No comments:

Post a Comment