Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 701❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 701❗

*Sawal : Inmein se wo kaun khusnaseeb hai jisko Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Namaz padhte waqt utha liya, Jab Sazde mein gaye to neeche rakh diya aur jab qayam ki liye khade huye to phir se utha liya ?*

A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
--
 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : To whom Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam carry while praying and  When he prostrated he put him / her down ?*

A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi jawab D - Umamah bint zainab radi allahu anha* 💐
Ye Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki nawasi thi 
-------
Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam  Umama bin zainab bint Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam (jo unki nawasi thi) ko (kabhi kabhi) namaz padhte waqt utha lete aur jab sazde mein jaate to utaar dete aur jab qayam farmate to phir se utha lete
Sahih Bukhari, Jild 1, 516
-------
Narrated Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam  was praying and he was carrying Umama the daughters of Zainab, the daughter of Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam , When he prostrated, he put her down and when he stood, he carried her (on his neck).
Sahih Bukhari,  Book 9, 495
-----

 ✅ *Answer  D - Umamah bint zainab radi allahu anha* 💐
-------
Narrated Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam  was praying and he was carrying Umama the daughters of Zainab, the daughter of Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam , When he prostrated, he put her down and when he stood, he carried her (on his neck).
Sahih Bukhari,  Book 9, 495
-------------------


No comments:

Post a Comment