❗Only-Quran-Hadith Quiz 712❗
Sawal : Wo kaun hain jinke liye Allah subhanahu ne farmaya ki unko khas maine apne liye banaya ?
A. Ibrahim Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Jibrail Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Idris Alaihi Salam
F. Maryam Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
------
Sawal 2 : Unse kisne farmaya ki tumko Allah subhanhu ne khas apne liye pasand farmaya hai ?
A. Pathtar
B. Jibrail Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Darakht
E. Khidr Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
---
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
Quiz : To Whom Allah subhahu said that I have selected you for Myself ?
A. Musa Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Idris Alaihi Salam
F. Saleh Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know
---
Quiz 2: Who said that Allah Subhanahu have selected You for himself
A. Stone
B. Jibrail Alahih Salam
C. Adam Alahih Salam
D. Tree
E. Khidr Alahih Salam
F. Musa Alahih Salam
G. None of the above
H. I want to Know
✅ Sahi jawab: G,C 💐
(G: Musa Alahih Salam)
--------
فَلَبِثْتَ سِنِينَ فِي أَهْلِ مَدْيَنَ ثُمَّ جِئْتَ عَلَىٰ قَدَرٍ يَا مُوسَىٰ
وَاصْطَنَعْتُكَ لِنَفْسِي
--------
Tu madyan wale mein kayee baras raha , phir tu Eh Musa (Alaihi Salam) taqdeer se yaha aaya
aur maine tujhe khas apne liye banaya
Surah Taha (20) Aayat 40-41
------------
Adam Alaihi Salam ne ne kaha ki aap wahi hain jinko Allah subhanahu ne apni risalat ke liye pasand kiya aur khud apne liye pasand kiya aur aap par taurat nazil ki ? Musa Alaihi salam ne kaha ji haan
Sahih Bukhari, Jild 6, 4736
---------
Bismillahirahmanirrahim
✅ Answer AC 💐
--------
فَلَبِثْتَ سِنِينَ فِي أَهْلِ مَدْيَنَ ثُمَّ جِئْتَ عَلَىٰ قَدَرٍ يَا مُوسَىٰ
وَاصْطَنَعْتُكَ لِنَفْسِي
--------
Al Quran : Then you came here according to the fixed term which I ordained (for you), O Musa (Moses)!
And I have selected you, for Myself.
Surah Taha (20) Aayat 40-41
---
Adam Alaihi salam said to him, "You are the one whom Allah selected for His message and whom He selected for Himself and upon whom He revealed the Torah." Musa Alaihi Salam said, Yes.
Sahih Al bukhari, Book 65, 4736
No comments:
Post a Comment