Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 695❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 695❗

*Sawal : Wo kaunsa gunah hai jisko karne se Allah subhanahu us gunahgar aur jannat ke beech hayal ho jata hai ?*

A. Shirk karna 
B. Geebat karna
C. Musalman ka khoon karna
D. Sood Khana
E. Zina karna 
F. Jhoothi gawahi dena
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : What is that sin if  a person does Allah subhanahu himself will be obstacle between him and paradise ?*

A. Shirk
B. Backbiting
C. Killing a believer
D. Usuary (Riba)
E. ZIna (Adulteress)
F. False witness
G. None of the Above
H. I want to know

 ✅ *Sahi jawab C* 💐
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs ye taqat rakhta hai kay uske aur jannat kay darmiyan musalman aadmi ke khoon ka chullu jise wo iss tarha bahata hai jaise murghi zabah karta hai,  hayal na ho to wo ye kaam na kare, ( Agar wo aisa karega to) Jab bhi wo jannat ke kisi darwaze par aayega to Allah Subhanahu uss shakhs ke aur jannat ke darmiyan hayal ho jayega. 
Al-Silsila-As-Sahiha -#886
---------
 قال رَسُول الله ﷺ: من اسْتَطَاع مِنْكُم أَن لَا يَحُول بَيْنه وَبَيْن الْجَنَّة مِلْء كَفّ من دَم امْرِءٍ مُسْلِمٍ أَن يُهرِيقَه ؛ كَأَنَّمَا يَذْبَحُ به دَجَاجَة، كَلَّمَا تَعَرَّض لباب من أَبْوَاب الجنة

 ✅ *Answer C* 💐
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said any person who would like that between him and paradise, there shouldn't be any obstacle of a handfull blood of the believer which he flows as he slughter a chicken , so he should not do this (he should not kill believer) ,(If he does so) and when he will come to any door of the paradise Allah subhanahu will be obstacle between him and the paradise. 
Al-Silsila-As-Sahiha -#886
---------
 قال رَسُول الله ﷺ: من اسْتَطَاع مِنْكُم أَن لَا يَحُول بَيْنه وَبَيْن الْجَنَّة مِلْء كَفّ من دَم امْرِءٍ مُسْلِمٍ أَن يُهرِيقَه ؛ كَأَنَّمَا يَذْبَحُ به دَجَاجَة، كَلَّمَا تَعَرَّض لباب من أَبْوَاب الجنة

No comments:

Post a Comment