Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

Hadith: Raasto(roads) ka Haq ada karo




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Raasto(roads) ka Haq ada karo

Abu Saeed Khudri Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raaston par baithne se bacho,Sahaba ne arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam hamari ye Majlis to bahut Zaruri hai hum wahan par roz hone wali guftgu (baatein) kiya karte hain Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya achcha , agar tum in Majlis mein baithna hi chahte ho to Raaste ka haq ada kiya karo sahaba ne arz kiya Raaste ka haq kya hai to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nazar neechi rakhna, Raahgeeron (guzarne walon) ko na satana, Salam ka jawab dena, bhalaii ka hukm dena aur buraii se rokna
{Sahih Bukhari, vol 7, 6229}
-------------------------------------------------

 نبی  کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا راستوں پر بیٹھنے سے بچو ! صحابہ نے عرض کیا یا رسول اللہ ! ہماری یہ مجلس تو بہت ضروری ہیں ، ہم وہیں روزمرہ گفتگو کیا کرتے ہیں ۔ آپ نے فرمایا کہ اچھا جب تم ان مجلسوں میں بیٹھنا ہی چاہتے ہو تو راستے کا حق ادا کیا کرویعنی راستے کو اس کا حق دو ۔ صحابہ نے عرض کیا ، راستے کا حق کیا ہے یا رسول اللہ ! فرمایا ( غیرمحرم عورتوں کو دیکھنے سے ) نظرنیچی رکھنا ، راہ گیروں کو نہ ستانا ، سلام کا جواب دینا ، بھلائی کا حکم دینا اور برائی سے روکنا ۔

-------------------------------------
English translation:
Narrated Abu Said Al-Khudri: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, 'Beware! Avoid sitting on the roads." The (the people) said, "O ALLAH s Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! We can't help sitting (on the roads) as these are (our places) here we have talks." The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, ' if you refuse but to sit, then pay the road its right ' The said, "What is the right of the road, O ALLAH's Apostle?" He said, 'Lowering your gaze, refraining from harming others, returning greeting, and enjoining what is good, and forbidding what is evil." 
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 248}






No comments:

Post a Comment