Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: maine Shafat ko ikhtiyar kiya aur ye un sabke liye hogi jo is haal mein mar jaye ki ALLAH ke saath kisi ko sharik nahi karta ho
Al Quran : Agar tumne shirk kiya to zaroor tumhare Amal barbad ho jayenge aur tum nuksaan uthane walon mein se ho jaogey
Surah Az-Zumar (39) ,Verse 65
Hadith: Awf bin Malik Al-Ashja'I Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya mere RAB ki taraf se ek aane wale mere paas aaya aur kaha ki ALLAH ne aapko do cheezon ke darmiyan ikhtiyar diya hai ki ya to Aapki aadhi ummat ko jannat mein dakhil kar diya jaye ya phir aapko shafaat de di jaye to maine Shafat ko ikhtiyar kiya aur ye un sabke liye hogi jo is haal mein mar jaye ki ALLAH ke saath kisi ko sharik nahi karta ho .
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 331-Hasan
Hadith Qudsi: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ALLAH Subhanahu farmata hai main beparwah hun sharikon se , jisne koi aisa amal kiya jismein mere saath kisi gair ko sharik kiya to main usko aur uske shirk ke kaam ko (unkey haal par) chodh deta hun
Sahih Muslim, Vol 6 , 7475
-------------------------- ----------------------
-------------------------- ----------------------
Al Quran: If you join others in worship with ALLAH, (then) surely (all) your deeds will be in vain, and you will certainly be among the losers.
Surah Az-Zumar (39) ,Verse 65
Hadith: Abu Al-Malih narrated from 'Awf bin Malik Al-Ashja'i who said: "The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Someone came to me from myLord to give me choice between the half of my Ummah being admitted into Paradise or intercession. So I chose the intercession,and it is for whoever dies and he did not associate anything with Allah."'
Jamia Tirmidhi , Book 11, 2441-Hasan
Hadith Qudsi: Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as stating that Allah the Most High and Exalted said: I am the One, One Who does not stand in need of a partner. If anyone does anything in which he associates anyone else with Me,I shall abandon him with one whom he associates with Allah.
No comments:
Post a Comment