Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

Al Quran : Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek bashar hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : (Eh Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek bashar hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai phir usee ki taraf seedhe chale jao aur us se maafi maango, aur mushriko (shirk karne walo) ke liye halaqat hai
Surah AL Fussilat (41), verse 6

Al Quran :Aap farma dijiye ki main bhi tumhare jaisa Bashar(aadmi) hu , meri taraf wahi ki jati hai ki, Tumhara mabud (RAB) ek hi (ALLAH) hai , phir jo koi apne RAB se milne ki ummed rakhe usko chahiye ki achche kaam kare aur apne RAB ki ibadat mein kisi ko sharik na banaye
Surah Al-Kahf (18), 110

Al Quran : Aur logon ko Imaan lane se jabki unke pass hidayat aaa gayee sirf isi cheez ne roka hai ki kahne lage kya ALLAH ne Aadmee ko Rasool banakar bheja hai kah do agar zameen mein farishte itminan se chalte phirte to hum Aasman se un par farishtey hi rasool banakar bhejte
Surah Al Isra (17) , 94-95
--------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------
Al Quran : Say (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ): "I am only a human being like you. It is revealed to me that your Ilah (God) is One Ilah (God - Allah), therefore take Straight Path to Him (with true Faith - Islamic Monotheism) and obedience to Him, and seek forgiveness of Him. And woe to Al-Mushrikun (the polytheists, idolaters, disbelievers in the Oneness of Allah).
Surah AL Fussilat (41) , verse 6

Al Quran : Say (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam): "I am only a man like you. It has been revealed to me that your Ilah (God) is One Ilah (Allah). So whoever hopes for the Meeting with his Lord, let him work righteousness and associate none as a partner in the worship of his Lord."
Surah Al-Kahf (18) , 110

Al Quran : And what prevented the people from believing when guidance came to them except that they said, "Has ALLAH sent a human messenger?" Say, "If there were upon the earth angels walking securely, We would have sent down to them from the heaven an angel [as a] messenger."
Surah Al Isra (17) , 94 -95

No comments:

Post a Comment