Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

Hadith : Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain





Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain

Anas Bin Malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mayyat ke saath 3 cheezain chalti hain 2 wapas aa jati hai sirf ek kaam uske saath rah jata hai uske saath uske gharwale , uska maal aur uska Aamal chalta hai gharwale aur uska maal to wapas aaa jate hain aur uska amal uske saath baki rah jata hai
Sahih bukhari, Vol 7 , 6514
------------------------------


 رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا میت کے ساتھ تین چیزیں چلتی ہیں دوتو واپس آجاتی ہیں صرف ایک کام اس کے ساتھ رہ جاتا ہے ، اس کے ساتھ اس کے گھر والے اس کا مال اور اس کا عمل چلتا ہے اس کے گھر والے اور مال تو واپس آ جاتا ہے اور اس کا عمل اس کے ساتھ باقی رہ جاتا ہے ۔

   
                        ------------------
-Dead person is followed by three, two of which return-

Narrated Anas bin Malik Radiallahu anhu TheProphet Peace be upon him said When carried to his grave, a dead person is followed by three, two of which return (after his burial) and one remains with him: his relative, his property, and his deeds follow him; relatives and his property go back while his deeds remain with him.
Sahih Bukhari, Book 76, No. 521

No comments:

Post a Comment