Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

Al Quran : Qayamat aane wali hai ismein koi shaq nahi magar aksar log imaan nahi rakhte.



Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Aur Andha aur aankha wala barabar nahi , aur jo log Imaan laye aur neik kaam kiye aur wo jo badkaar ( bura kaam karne wale) hain barabar nahi, tum bahut hi kam samjhte ho, Qayamat aane wali hai ismein koi shaq nahi magar aksar log imaan nahi rakhte.
Al Quran, Surah Ghafir (40) , Verse # 58-59

✦ Hadith : Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Qayamat ki nishaniyon mein se ye bhi hai ki Deen ka ilm utha liya jayega aur jahalat badh jayegi, zina ziyada hone lagega aur log sharab ziyada peene lagengey, mard kam ho jayenge aur aurton ki taadad ziyada ho jayegi, Haalat ye ho jayegi ki 50 aurton ko sanbhalne (khabar lene) wala ek mard hoga
( Ulma kahte hain ki aksar mard shaheed ho jayenge ya mar jayenge aur unke ghar ke members ki kifayat karne wala koi na hoga to ek mard apne tamam rishte daro ke liye kamayega jismein khala,chachi, bahan aur dusri sari rishte wali aurtein shamil hogi)
Sahih Bukhari, Vol 6, 5231

✦ Hadith: Abu Huraira Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Qareeb ho jayega zamana (Qayamat ke) aur utha liya jayega ilm , aur Aalam mein fasaad phail jayega aur dilon mein bakhili dali jayegi (log zakat aur khairat na dengey) aur harj bahut hoga logo ne kaha
Ya Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam harj kya hai Aapne farmaya Qatl
Sahih Muslim, Vol 6, 6792
----------------------------------------------------


اور اندھا اور بینا برابر نہیں اور جن لوگوں نے ایمان لاکر نیک عمل کیے وہ اور گناہ کرنے والے  ( بھی )  برابر نہیں ،  تم بہت کم نصیحت حاصل کرتے ہو  بے شک قیامت ضرور آنے والی ہے جس میں کوئی شبہ نہیں ،  اور لیکن اکثر لوگ ایمان نہیں لاتے
القرآن سورة  غا فر آیت ۵۸-۵۹

آپ صلی اللہ علیہ وسلم فرما رہے تھے کہ قیامت کی نشانیوں میں سے یہ بھی ہے کہ قرآن و حدیث کا علم اٹھا لیا جائے گا اور جہالت بڑھ جائے گی۔ زنا کی کثرت ہو جائے گی اور شراب لوگ زیادہ پینے لگیں گے۔ مرد کم ہو جائیں گے اور عورتوں کی تعداد زیادہ ہو جائے گی۔ حالت یہ ہو جائے گی کہ پچاس پچاس عورتوں کا سنبھالنے والا ( خبر گیر ) ایک مرد ہو گا۔
صحیح بخاری جلد ۶ ۵۲۳۱


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : " زمانہ باہم قریب ہو جائے گا ( وقت بہت تیزی سے گزرتا ہوا محسوس ہو گا ) ، علم اٹھا لیا جائے گا ، فتنے نمودار ہوں گے ، ( دلوں میں ) بخل اور حرص ڈال دیا جائے گا اور ہرج کثرت سے ہو گا ۔ " صحابہ نے پوچھا : ہرج کیا ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : " قتل و غارت گری ۔ "

صحیح مسلم جلد ۶  ۶۷۹
---------------------+

✦ Al Quran : And not equal are the blind and those who see; nor are (equal) those who believe (in the Oneness of ALLAH - Islamic Monotheism), and do righteous good deeds, and those who do evil. Little do you remember!
Verily, the Hour (Day of Judgement) is surely coming, there is no doubt about it, yet most men believe not.
Surah Ghafir (40) , Verse 58-59

✦ Hadith: Narrated Anas: Radhi Allahu I heard The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam Said , "From among the portents of the Hour are the following: Religious knowledge will be taken away; General ignorance (in religious matters) will increase; illegal Sexual intercourse will prevail: Drinking of alcoholic drinks will prevail. Men will decrease in No., and women will increase in No., so much so that fifty women will be looked after by one man."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 158

✦ Hadith: Abu Huraira Radhi allahu anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: (When) the time would draw close to the Last Hour, knowledge would be snatched away, turmoil would be rampant, miserliness would be put (in the hearts of the people) and there would be much bloodshed. They said: What is al-harj? Thereupon he Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: It is bloodshed.
Sahih Muslim Book 034, Number 6458

No comments:

Post a Comment