Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Aur kaafir log ye khayal mein na rahe ki hum jo unko mohlat(dheel) diye jate hain ye unke haq mein achcha hai, ( nahi bulki) hum unko is liye mohlat dete hain ki wo aur gunaah kar le aakhir mein unko zaleel karne wala Azab hoga,
Surah Aale-Imran (3) , 178
Al-Quran : Tumko kafiro ka mulk mein chalna phirna dhokha na de de, Ye thoda sa fayda hai phir unka thikana dozakh hai aur wo bahut bura thikana hai
Surah Aal-e-Imran (3), 196 -197
Al Quran : Kah do jo shakhs gumrahi mein padha rahta hai usko ALLAH bhi dheel deta hai , yahan tak ki jab us cheez ko dekhega jiska unhe wada kiya gaya tha ya azab ya Qayamat , tab malum kar lega ki martabe mein kaun bada hai aur lashkar kiska kamzor hai
Surah Maryam (19) , # 75
.
Hadith: Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya
Duniya momeen ke liye Qaidkhana (jail) hai aur kaafir ke liye Jannat hai
Sahih Muslim, Vol 6, 7417
Hadith: Sahal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar ALLAH ke nazdeek duniya ki qeemat machchar ke par ke barabar bhi hoti to wo kisi kaafir ko ismein se ek ghunt pani bhi na pilata
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 201-Sahih
-------------------------- -------------
------------ ---------------
Al Quran : And let not the disbelievers think that Our postponing of their punishment is good for them. We postpone the punishment only so that they may increase in sinfulness. And for them is a disgracing torment.
Surah Aale-Imran (3) , 178
.
Al Quran : Let not the free disposal (and affluence) of the disbelievers throughout the land deceive you. A brief enjoyment; then, their ultimate abode is Hell; and worst indeed is that place for rest.
Surah Aal-e-Imran (3), 196 -197
.
Al Quran : Say whoever is in error, the Most Gracious (Allah) will extend (the rope) to him, until, when they see that which they were promised, either the torment or the Hour, they will come to know who is worst in position, and who is weaker in forces.
Surah Maryam (19) , # 75
Hadith: Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: The world is a prison-house for a believer and Paradise for a non-believer.
Sahih Muslim, Book 042, Number 7058:
Hadith: Sahl bin Sad Radi Allahu Anhu narrated that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: "If the world to Allah was equal to a mosquito's wing, then He would not allow the disbeliever to have a sip of water from it."
Jamia Tirmidhi, Vol. 4, Book 10, 2320-Sahih

--------------------------
القرآن:اور کافر یہ گمان ہرگز نہ کریں کہ ہم جو انہیں مہلت دے رہے ہیں ( یہ ) ان کی جانوں کے لئے بہتر ہے ، ہم تو ( یہ ) مہلت انہیں صرف اس لئے دے رہے ہیں کہ وہ گناہ میں اور بڑھ جائیں ، اور ان کے لئے ( بالآخر ) ذلّت انگیز عذاب ہے
سورة آل عمران (۳) آیت ۱۷۸
القرآن: تم کو کافروں کا شہروں میں ( عیش و عشرت کے ساتھ ) گھومنا پھرنا تجھے کسی دھوکہ میں نہ ڈال دے یہ تھوڑی سی ( چند دنوں کی ) متاع ہے ، پھر ان کا ٹھکانا دوزخ ہوگا ، اور وہ بہت ہی برا ٹھکانا ہے
سورة آل عمران (۳) آیت ۱۹۶٬۱۹۷
القرآن :فرما دیجئے: جو شخص گمراہی میں مبتلا ہو تو ( خدائے ) رحمان ( بھی ) اسے عمر و عیش میں خوب مہلت دیتا رہتا ہے ، یہاں تک کہ جب وہ لوگ اس چیز کو دیکھ لیں گے جس کا ان سے وعدہ کیا گیا ہے خواہ عذاب اور خواہ قیامت ، تب وہ اس شخص کو جان لیں گے جو رہائش گاہ کے اعتبار سے ( بھی ) برا ہے اور لشکر کے اعتبار سے ( بھی ) کمزور تر ہے
سورة مریم (۱۹) آیت ۷۵
حضرت ابو ہریرۃ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے ،کہا:رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: دنیا مومن کا قید خانہ اور کافر کی جنت ہے۔
صحیح مسلم جلد ۶ ۷۴۱۷
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ تعالیٰ کے نزدیک دنیا کی وقعت اگر ایک مچھر کے پر کے برابر بھی ہوتی تو وہ کسی کافر کو اس میں سے ایک گھونٹ پانی بھی نہ پلاتا“
جامع الترمذي جلد ۲ ۲۰۱ صحیح
------------
Al Quran : And let not the disbelievers think that Our postponing of their punishment is good for them. We postpone the punishment only so that they may increase in sinfulness. And for them is a disgracing torment.
Surah Aale-Imran (3) , 178
.
Al Quran : Let not the free disposal (and affluence) of the disbelievers throughout the land deceive you. A brief enjoyment; then, their ultimate abode is Hell; and worst indeed is that place for rest.
Surah Aal-e-Imran (3), 196 -197
.
Al Quran : Say whoever is in error, the Most Gracious (Allah) will extend (the rope) to him, until, when they see that which they were promised, either the torment or the Hour, they will come to know who is worst in position, and who is weaker in forces.
Surah Maryam (19) , # 75
Hadith: Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: The world is a prison-house for a believer and Paradise for a non-believer.
Sahih Muslim, Book 042, Number 7058:
Hadith: Sahl bin Sad Radi Allahu Anhu narrated that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: "If the world to Allah was equal to a mosquito's wing, then He would not allow the disbeliever to have a sip of water from it."
Jamia Tirmidhi, Vol. 4, Book 10, 2320-Sahih
No comments:
Post a Comment