Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

✦ Hadith: (Namaz ke dauran) mardo ki safo mein sabse achchi pahli saf hai



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: (Namaz ke dauran) mardo ki safo mein sabse achchi pahli saf hai

✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya (Namaz ke dauran) mardo ki safo mein sabse achchi pahli saf hai aur sabse buri aakhri saf hai aur Aurto ke liye sabse buri pahli saf hai aur sabe achchi aakhri ( jo mardo ki safo se dur ho)
Sahih Muslim, Vol 2,985

✦ Ubayy ibn Ka'b Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallamne ne farmaya (namaz mein) pahli saf farishton ki saf ki tarah hai agar tum jaan lete ki iski kitni fazeelat hai to yakeenan iski taraf sabqat karte 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 552-Hasan
------------------------------------------------------------
------------------------------------------------------------
✦ It was narrated from Abu Huraira that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: The best rows for men are the first rows, and the worst ones the last ones, and the best rows for women are the last ones and the worst ones for them are the first ones.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 881

✦ Narrated Ubayy ibn Ka'b Radi-Allahu-Anhu The Apostle of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said The first row is like that of the angels, and if you knew the nature of its excellence, you would race to join it. 
Sunan Abu Dawud, Book 2, 0554-Hasan

No comments:

Post a Comment